Baadshah salamat ki sehat

aaj nasaaz hai

aaj bhaag main tehaltay hue ek kaanta paoon main chub gea:hayaa:

bohat takleef hui…hakeem sahab ko apni khidmat main talab kiya to phir ja ke kuch afaka hua:shikra: hum ab phir thora chal phir saktay hain..magar ab aainda kabhi jutoon ke bhagair nahi tehlein ge

Hamari jald sehat yabi ke liye ijtemai dua karai jae:shikra:

Re: Baadshah salamat ki sehat

:konfused: karna kia hai :rolleyes:

Re: Baadshah salamat ki sehat

Badshah salamat, kisi kaneez ko hukam deejiye k aapkey paaon daba dey.

Re: Baadshah salamat ki sehat

no thank you abhi khana kha kar ayi hun :yawn:

Re: Baadshah salamat ki sehat

Badshal salamat ko jotay bhejo , un ka jota toot gia tha lihaza woh bagh main nangay paon chahal qadmi kar rahay thay.

:aq: shahi khussay toota nahi kartay.

hum ek jooti do dafa say ziada nahi pehantay:snooty:

:shikra: to ab kya nooush farmaien gi

:mad: badtameez!!! dua karo hamare liye.

ek itni bari afat aa gai thi hamaray uper

:hmmm: kaneezien maharaniyoon ke nakhray utha rahi hai

:shikra: aap is waqt farigh lagtay hain

Re: Baadshah salamat ki sehat

woh kya hai:aq:

Re: Baadshah salamat ki sehat

:shikra: hamara kehnay ka matlab tha kya khaien ge os ke baad?

shaadi ka peghaam nahi diya abhi tak aap ko:blush:

Re: Baadshah salamat ki sehat

AZAM ji ZAHER kha lie jie.... zindagi se chutkara mil jaega... kambhakht beemaryion se chutkara mil jaega :)

uske baad kya khana :vivo: pait bhar gaya hai aur khaungi to phat jayega pait

Kiski shaadi ho rahi hai?:aq:

Badshah salamat, mujhe tou aap shareef badshah lagtey they lekin ab pata chala k aap tou USS TARHA k badshah hain :hayaa:

Waisay aapko aik mukhlisana mashwara dena chahoonga. Aapko chust pajami utaar kar dhoti pehan leni chahiye taakey sab kuch khula khula aur hawa daar rahey :chai:

:blush: abhi hui kahan hai ,hogi

is mashware ke baad hamari soch aap ke bare main badal gai hai:aq: aap bhi osi kisam ke lagtay hain

:snooty: ap ja saktay hain..humein tanha chor diya jae

Re: Baadshah salamat ki sehat

:aq: :smilestar: seedhe baat karo :emmy:

:rotfl:

badshah salamat, mein seedha saadha shareef normal qisam ka insan hoon, meri tou shaadi bhi ho chuki hai (aik larki k saath) :hehe: Aap kia dhoti pahen-ney lagey hain jo aapko tanha chor diya jaye? :hmmm:

p.s. aaj shahi dastarkhawan par kia hai khaney ko?

:shikra: aap har baat pe yeh thappar kyunmarti hain?

:aq:aaj kal kisi ke sharafat pe etebaar nahi kiya ja sakta . moonh say nikab uthao to neechay say dako nikalta hai:mad:

:mad: yeh badshah ki shaan ke kilaf hai ke wo ek dhoti pehnay,hum apni pishwas main khush hain

kyun aap ki ankhein kaam nahi kar raheen jo hum say dastarkhuwaan ke bare main sawal kar rahe hain?:aq:

Re: Baadshah salamat ki sehat

meri marzi :snooty:

lagi lagi, badshah ko lagiiiiii :sadiyah:

to kya aap ko kabool hai:blush:?

:emmy: itna mat uchlo ke apni tangein hi kho betho

:snooty:

Re: Baadshah salamat ki sehat

Badshah, yaar jaa kar aik glass paani laana :chai:

Re: Baadshah salamat ki sehat

nai muje hargiz nai kabool :emmy: