haad-e- adab:mad:
SIPAHIYOO is ko le ja ke bawarchi khanay ke choolhay pe betha do ![]()
aur aag jalana mat bhoolna
:aq:
![]()
haad-e- adab:mad:
SIPAHIYOO is ko le ja ke bawarchi khanay ke choolhay pe betha do ![]()
aur aag jalana mat bhoolna
:aq:
![]()
Agar aapko chai ki talab ho rahi hai tou bata dein, mein patti khaa kar aur doodh pee kar beth jaaonga choolhey par, saath mein chai bhi tayyar ho jaye gee ![]()
p.s. agar aap ney Pagli sey shaadi karni hai tou Sunny ko utha lein, yeh khud-ba-khud maan jaye gee ![]()
aur agar tumhein sunny say shaadi karni hai to aap ke yeh khuwahish bhi poori ki jae ge:omg:
hahahahahahaahahha ![]()
badsha k bachey, aik teer sey 2 shikaar ![]()
bay sharam ![]()
hamaray walid bhi ek azeem badshah the aur shikar ka shouk humein unko dekh kar hi paida hua
Re: Baadshah salamat ki sehat
badsha salamat, aaj tou aap barey chikney lagg rahey hain, kia baat hai? ![]()
Re: Baadshah salamat ki sehat
humein apni izzat bohat azeez hai ,hum ghusal khanay sya ho ke atay hain:o
Re: Baadshah salamat ki sehat
Lagey haath aaj ghusal bhi ley leejiye gaa, ab tou eid dobara aaney wali hai :halo:
Re: Baadshah salamat ki sehat
hum to ark-e-gulab say ghulsal lete hain jab bhi hamara dil karta hai
wo khoobsorat dewaani kahan gai?
Re: Baadshah salamat ki sehat
Woh aapko nazar andaaz kar k hum sey baat kar rahi hai
Bay shakk woh aik khoobsoorat naujawan sey baat karey gee, na k aik chust pajami waley badshah sey ![]()
Re: Baadshah salamat ki sehat
:aq: hum kab say dekh rahe hain ke kab say aap ki nazar musalsal hamare chust pajamay pe hi hai
kuch khaas waja?
Re: Baadshah salamat ki sehat
Jee. Mera dil kar raha hai aapko uss tarha shabash doon jaisay aik football player doosrey ko deyta hai ![]()
Re: Baadshah salamat ki sehat
:aq:Allah hamray haal pe reham farmaye
hum shabash ke hakdar to hain hi ,itni behtar tareekay say hukumat kar rahe hain
Re: Baadshah salamat ki sehat
Chal yaar badshah, apun tou nikal rela hai, baad mein apun aa kar teri class ley gaa, tu tabb takk jaa k naha ![]()
Re: Baadshah salamat ki sehat
je bilkul
humein bhi saltanat ke moamlaat ke saath nimatna hai
Re: Baadshah salamat ki sehat
badshah salamat mujhe mehal main jaga mile gi