Beta !! khush raho:fraudia: jeetay raho
hum say yeh bijli beshak hi cheen ki jaye. magar hum emaan ki roshni say munawwar hai:roman:
Beta !! khush raho:fraudia: jeetay raho
hum say yeh bijli beshak hi cheen ki jaye. magar hum emaan ki roshni say munawwar hai:roman:
Re: Ask Baba ji
Electric baba aap itni electricity kahan se latay hain? ![]()
Re: Ask Baba ji
oh yeh to mujhe bhi pata hai
uski shadi tab hogi jab woh budhi ho jai gi kisi andhay budhay ke sath ![]()
Re: Ask Baba ji
Baba ji ki jay ho. Namastay Baba Electric. Howcome you are still alive? ![]()
oh btw can u solve electricity probs in Pak ![]()
Re: Ask Baba ji
Woh khud chori ki electricity use kerte hain, problem kia solve karain ge ![]()
humari ek apni dukan hai, wahan banatay hain:fraudia:
Hum to abhi khud Bachay hain ,Bachay!!![]()
hum hal talash kar rahe hain,Amreeka say ab bijli chori karnay ka soch rahe hain jinnon ki maddad say:hmmm:
ghussa mat dila bachay!! bhasam kar dein ge hum:fraudia:
Re: Ask Baba ji
baba jee meri shaadi kab hogi??:(
phelay B.A tu karlaY larki …phir teraa BeeYa karain Gay ![]()
app jaisay pir faqeer baboOn say chutkaray ka taveez hai app kay pass?![]()
HOGI HOGI
hum ne abhi ek khuwaab dekha:fraudia: tabeer jaldi bataein ge
shaadi ka khana khanay to zaroor pohnchein ge hum
Re: Ask Baba ji
B.A to ho gaya hai bhai jaan ab beya do naa :(
jee
ek murgi ka salan banwa ke layiye , man os ke sath peit bhar ke roti khaoon ga
oye tum tau mangnay walay babay niklay…![]()
main taveez toOnay wala baba samjha tha
my bad ![]()
![]()
phir kisi schoool mein teacher laag kay aPnii jehaiz jama karoo phelay … khaali haath biyaa dain tumko kia ![]()
koi hooR pari ho kia jo koi fooqat mein lay jahay gaa apne ghar .. kaali se bili hoo ![]()
roti kaam baba … app ne serif botiyaaN kahnee hain ![]()
haan ye to main ne socha hi nahi tha ![]()
par kaise bhai ho jo behan se khud usa jahez banwa rahe ho:naraz: sharam karo ![]()
jis ne ki sharam Uskay PhooHtay karam … is maaNga’ee k douR mein ek akayla banda kia karaY …
ab tum larkiyon ko apNa booaj khud uthna chahe’ay
hum bas shadi ka kahana kardaingay ![]()
Hum khidmat-e-Khalk hi kartay hain Bachay!! par koi meri khidmat nahi karta:fraudia:
shorba tumhein bhi dein ge , fiqr nahi karo
acha jeee … leg pieces haraap harap or shoRbaa hum gareebon k leay …
jaooo hum nahii khailtay :pcg: