Ask Baba ji

baba jeee ap ka mazak Uraah rahay hain Ehsan bhai … in ko Pakistan ka PM bana dain :slight_smile: saaza k toR pe :smiley:

or left hand side pe kon hai :aq: Priaanka chopraa :jano:

:fraudia: tum kafi jaldi seekh gae
:roman: left side pe hum tum ko ijazat dete hain ke jis ko chahein bitha lein.bas Ehsan saheb na hoon.inhoon ne baba ki kabliyat pe shak kiya:snooty:

to AM kis ko banaeyien??:hmmm::fraudia:

Baba jeee koi chaaMatkaaR daika’aain k Ehsan bhai pee ap ki muureed ban jaain :@:

ehsan bahi k right hand person ko :slight_smile:

os ke liye humein ek zanana bhes badalna hoga:snooty: jo ke ek sachay Baba ki shan ke khilaaf hai:fraudia:

ek din aaye ga jab ehsan saheb ko hamari zarorat talab hogi.dekh lena tum bachay!!:roman:

Yeh khud hee chamtkaar hain. :omg:

Re: Ask Baba ji

GS per sirf dabba pir key kamee thee.

tum Mureed hoo ke baba je say ziada nahi jantay:naraz:

app ka inka swiss account hoo :aq:

yea bohat Barah chaamatKar haiN :slight_smile:

:hmmm: tumhari jald hi kismat khulnay wali hai.Ek bohat bari khush khabri milnay wali hai:fraudia:.bijli ki loadshedding yehi kehti hain

Yaad karo jab baba je nahi the to koun tha:faizy:??:fraudia:
idher aao bachay::jhappi:

ya dont know what ya have just said :omg:

ab baba jeee ko gusaah aJaay gaa :smiley:

baba jee info tech ka zamaNa hai … Jantaa ki bhalaiiii ki jaanaa partah hai naa :@:

Re: Ask Baba ji

Salam Electric Baba Salaamat
aaj kal bijli kaa narkh kiyaa hai :)?

MubaraaK hoo mirch bahii … is Bar munaay ka naam hum sab GS walay mil kay rakain gay :shikari:

Kon tah … haaN yaad ayah … JOHN taah :slight_smile: JOhn o connor :smiley:

In ko parwa nahiii … inhoo na KUNda dala howa hai :smiley:

running to 7-11 to buy lottery ticket

:hayaa: Baba ji pregnant hain kia ? Mubarak Salam key sadain buland karing

:roman: jis Din Baba je ki ahmeeyat logon ko pata chal gai.os dil electricity ki bhi maloom ho jae ge

Acha:hmmm:?:mad: jee humein jalal main koun laya?

:aq: acha chalo agay chal ke yeh buziness tumhi ko to sambhalna hai:fraudia:

kaali jumeraat kaa intezaar kijiye… aap say bijli uRaa kar ilaaqay roshan kiye jaayeN geY aur aap ko aik baar phir andheroN maiN choR diyaa jaaye gaa… phir aap fanaa fillah aur laahut kay zer-e-asar doosray roop maiN jalwaa gar hoN geY… :smiley:

Re: Ask Baba ji

baba jeee Munaa ki amaaH call kar'raheeN hai :) mein us se pyar bahariii 10 /20 batian kar'kay ata hooN :D

:smilestar: sajju dera wala tha.ab bhoolna nahi:fraudia:

:fraudia: Khuda say Dua kartay raheiye
aur Baba je ko bhi khush rakhiye:roman: