Ask Baba ji

Electric Baba has solutions for all ur problems.Just ask:clown:
:fraudia:Pir jee is out:snooty:and electric baba is in.I am better :roman:

Re: Ask Baba ji

uhhh hi. :aq:

i need a taveez to increase my post count :chai:

Re: Ask Baba ji

Chup am babii jeee’s Mureed-e-special …

if ya need anything from him .. ya gotta make me happy 1st lifoo :pcg:

Re: Ask Baba ji

Lifeless:i need to tie that taveez in ur account and for i need the password to log in.May i plz have that:fraudia:

Re: Ask Baba ji

me sings

BhaRdooo johliiiiiiiiiiiiiiiii mere electronic baba
LooaaT k mein na jaoooo gaaa kahaaaliiiiiiii

kuch palaToooon ka permit ataa hooo
Ban kay aayah hooN IMF ka sawaaLiiii

:fraudia: really?
go get me a ring that turns red in sunlight but glows blue in dark:hmmm:

her pwd is … lifeyEkbandariyahai99 :fatee:

baba jeee mera Taaluk pakistan se hai … kooohkaaFf se nahiii :barbie:

jeetay raho bachay:fraudia:
Allah Miyan tumhein khushiyaan naseeb kare:)

:naraz: tum koun say naam say mashoor ho?
:fraudia: kisi ke password ka pata lagana pohanchay hue logon ka kaam hai

baba jee ap ko kaysee maloooom k mere hone wali gf ka naaam** khush**i hai :hayaa:

wah jee wah baray PhoNchay howay baba jee lagtay hain ap :salute:

hamaRa naam hai HackerbabaKUwalay :haaq moolaa:
:fraudia:

Re: Ask Baba ji

yeh baba jaali hai, iss say buch kay rehna. :snooty:

:emmy: main bhi electric baba hoon,koi hath say chalnay wala baba nahi

:fraudia: baba je sab jantay hain
:snooty: je wo to main hoon pohancha hua.Abhi aap ne karamaat kahaan dehein hain hamari.Hum kisi ghaday pe hath rakh dete hain to wo hum say humkalam hona shuro ho jata hai

ehsan bhai … baba jeee ki shaaan mein Ghustakii nahiii … Bohat Jalal’ii baba haiN…

Gusaah agaya tu ap k account se shuruu kardain GaY :phati: mera matlab hai posting :@:

:fraudia: aap ki koun si prAblem hal nahi hue??

:aq:

Jalli baba kuch nahin kar payein gey. :rotfl:

SHABAASH:fraudia: tum aaj say mere gaddi ke dahnay haath pe betho ge

Oooo tu app ehsan bahi ka multi hain .. woo bi jis gadah pe haath rakhdain sorry mera matlaab hai jis user pe haath rakdain wooh MOD ban jatah hai :omg:

Ap hamari kabliyaat ko lalkaar rahe hain:snooty:
soch li jiye.hum naraz ho gae to phir aap ki elecrticity b na chali jae:fraudia: