hazaaroN khawahisheiN aisai ke har khawahish pe dam niklay
bahut niklay mere armaaN lekin phir bhi kam niklay
nikalna khulkish adam ka suntay aay hain lekin
bahut bay-aabru hor kar tere koochay se hum niklay
mohabbat mein nahi hain farq jeenay aur marnay ka
mohabbat mein nahi hain farq jeenay aur marnay ka
ussi ko daikh kar jeetay hain, jiss kafir pe dam niklay
hazaaroN khawahisheiN aisai ke har khawahish pe dam niklay
bahut niklay mere armaaN lekin phir bhi kam niklay
Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hia
kia kahoan pyar main deewanoan jaisa haal hia
Tum ko dekhe bina chain milta nahi
dil pe ab to koi zoor chalta nahi
jaado hai kaisa dil ki lagi hia
dooob gaya hoan is baikhudi main
Har pal dhoonday nazar tum ko hi jan-e-man
had say barhnay laga mera deewana pan
dil main basa loan apna bana laon
ya phir nazar main tum ko chupa laon
Ab mujhe raat din tumhara hi khayaal hia
kia kahoan pyar main deewanoan jaisa haal hia
"H"
Love is like Heaven but it may hurt you like hell.
hawa hawa aay hawa
khushbo luta de
kahan khuli hai khuli
dil ko bata de
ab uss ka pata de
zara mujhko ko bata de
mein uss say miloN ga
ek baar mila de
yaar mila de
yaar mila de
‘d’
[This message has been edited by ~Sehar~ (edited October 13, 2001).]
Dil kya karey
jab kisi se
kisi ko pyaar
ho jaaey...
jaaney kahaaN
kab kisi ko
kisi se pyaar
ho jaaey...
oonchi oonchi
deewaarooN si
duniya bhar ki rasmaiN...
na kuch teray
bus maiN julie
na kuch mere bus maiN...
Dil kya karey
jab kisi se
kisi ko pyaar
ho jaaey...
jaaney kahaaN
kab kisi ko
kisi se pyaar
ho jaaey...
"J"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
jab chaha yara tum ny
ankhoon se mara tum ny
hontoon se zinda ker diyaaa
arry tumharri merzi py chel rahy haan
khta humarri kyaa hoo
jab chaha yara tum ny
ankhoon se mara tum ny
hontoon se zinda ker diyaaa
suno ji hum borry sahi
suno ji hum jhotty haan
mager issi nighah se hazar dil totty haan
arry kasam se kahna humarri soret nahin hy piyar kyaaa hoo
jab chaha yara tum ny
ankhoon se mara tum ny
hontoon se zinda ker diyaaa
ye zameen jab na thee, ye jahaa.n jab na tha
chaand suraj na the, asmaa.n jab na tha
raaz-e-haq bhi kisee par ayyaa.n jab na tha
tab na thaa kuch yahaa.n thaa magar tu hi tu
allah hoo allah hoo allah hoo
pahunche me'raj me.n arsh tak mustafa
jab na ma'bood-o-bande me.n parda raha
tab malaa'ik ne hazrat se jhuk kar kaha
"saari maKhlooq me.n haqq-numa tu hi tu"
teri raboobiyat ki adaa ka kamaal hai
har sha'e teri jamaal ki aainadaar hai
har sha'e pukaarti hai tu parvar-digaar hai
teri raboobiyat ki ada ka kamaal hai
allah hoo allah hoo allah hoo
tu jo har aan nayi shaan dikha deta hai
deedah-e-shauq ko hairaan banaa deta hai
Daali Daali teri takhleeq ke gun gaata hai
patta patta teri kudrat ka pataa deta hai
la-ilaaha teri shaan ilaa wahadahu
tu khayaal-o-tajassus, tu hi arzoo
aa.nkh ki roshni, dil ki awaaz tu
tha bhi tu, hai bhi tu, hoga bhi tu hi tu
kyo.n piyaa ibn-e-haider ne jaam-e-fanaa
khaal khi.nchwaayi tabrez ne kyo.n bhala
daar par chaD ke mansoor ne kya kaha
sab banate khilone, le raha tu hi tu
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
tere bina zindagi se koi shiqwa to nahi
shiqwa nahi
shiqwa nahi
shiqwa nahi
teri bina zindagi bhi lekin
zindagi to nahi
zindagi nahi
zindagi nahi
tere bina zindagi se shiqwa to nahi
kaash aisa ho tere qadmon pe chun manzil chalay
aur kahin duur kahin
kaash aisa ho tere qadmon pe chun manzil chalay
aur kahin duur kahin
tum gar saath ho manziloN ki kami to nahi
tere bina zindagi se koi shiqwa to nahi
shiqwa nahi
shiqwa nahi
shiqwa nahi
nach nachhhhhhhhhh
ni too nach nach
ni too nach nach
par too paaaaaaaaa
gidday day wich aaa
o lack noo lachkaaaa
nii aj tere deor deya weyaaaaaaaaaaaa
nii aj tere deor da weyaaaaaa
wo chali wo chali daikho pyaar ki gali
ussay rokay na koi wo chali wo chali
na na meri jaan
daikho jana na wahan
koi pyaar ka luteera
lutay na meri jaan...
kyaa se kyaa ho gayaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chaahaa kyaa kyaa milaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
ho o o
chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
kahatii hai jisako pyaar duniyaa
kyaa chiiz kyaa balaa hai
dil ne kyaa naa sahaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chaahaa kyaa
tere mere dil ke biich ab to
sadiyon ke faasale hain
ho o o
tere mere dil ke biich ab to
sadiyon ke faasale hain
yaqiin hogaa kise ki ham tum ik raah sang chale hain
honaa hai aur kyaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chaahaa kyaa
kehna ghalat ghalat to chupaana sahee sahee
aasid kahaa jo usne bataana sahee sahee
ye subah subah chehre ki rangat udee hu’i
kal raat tum kahaa.n the bataana sahee sahee
ye uDee uDee si rangat, ye khule khule se gesu
teri subah keh rahi hai teri raat ka fasaana
Aitebar bhee aahee jayey ga
Milo to sahee, raasta koyee milhee jayey ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Aitebar bhee aahee jayey ga, aahee jayey ga
Dhoup mein khera jalraha houn mein
Saaya do mujhey, yeh mera junoon, yeh meri jalun hai meri saza
Meri yeh tahkun kherahee hai kya
Suno to sahee, suno to sahee
Aitebar bhee aahee jayey ga, aahee jayey ga
Kya howa agar zindagee zara bhoulsey gayey
Socho to zara, jungulon bhee raastey to hain
Humey bhee koyee milhee jayey ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Pyar pyar bhee hohee gayey ga
Milo to sahee raasta koyaa milhee jayeye ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Aitebar aahee jayey ga, aahee jayey ga
Aahee gayey ga, aahee gayey ga.
Meray dil bhi kitna pagal hai yeh pyar to tumse karta hai
Meray dil bhi kitna pagal hai yeh pyar to tumse karta hai
par samne jab tum aate ho
par samne jab tum aate ho
kuch bhi kehnay se darta hai