so here is the last songs post from the previous antaakshari thread:
same rules…new song has to start with the FIRST letter of the LAST word of the previous song…i.e., the next song should start with “K” since the last word in the song above is “KahiN”
It wouldn’t have been possible without regular members. I would love to see old faces here. Sofina, khawateen, xcomm..where are you guys? I miss you guys:)
kisi ranjish hawa do, ke mein zinda hoon abhi
kisi ranjish hawa do, ke mein zinda hoon abhi
mujhko ahsas dila do ke mein zinda hoon abhi
mere rukne se meri saansein bhi ruk jain gi
mere rukne se meri saansein bhi ruk jain gi
faaslay aur barha do, ke mein zinda hoon abhi
mujhko ahsas dila do ke mein zinda hoon abhi
zehar peene ke to adat thi zamanay walo
zehar peene ke to adat thi zamanay walo
ab koi aur dawa do, ke mein zinda hoon abhi..
ab to jaag musafir pyare
rein gayi latkay sab taray
ab to jaag
kar lay ajj karni da wera
fair na hosi, awan tera
sathi chalo chal pukaray
sathi chalo chal pukaray
ab to jaag ab to jaag,
ab to jaag ab to jaag
moti, chuni, paras, pasay
paas samandar phir bhi pyasay
khol akhien, uthbobekaray
khol akhien uthbobekaray
ab to jaag, ab to jaag,
ab to jaag ab to jaag
ab to jaag musafir pyare
ren gayein latkay sab taray
ab to jaag
:j:
xpect d unxpected<<
“I’ve a feeling this is destiny”
aik din aap yun hum ko mil jayain gai
phool hi phool rahoN main khil jayain gai
mai nai socha na tha
aik din zindagi itni ho gi haseeN
jhoomay ga aasma gaye gi yeh zameen
mai nai socha na tha
that would be "T"
xpect d unxpected<<
"I've a feeling this is destiny"
Tanhayee Tanhayee
Dil Ke Raaste Mein
Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Fali Hoye Tanhayee
Piya rey, piya rey, piya rey, piya rey,
Tharey bina lageynahee mara jiya rey hooooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Naina ney tharee kaisa jadoo kiya rey
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey hoooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Piya rey, piya rey, piya rey, piya rey
Tharey bina lageynahee mara jiya rey hooooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Tharey bina mohey chaien na awey
Dhuk, dhuk, dhuk, mara jee ghabrawey
Boley basureya sunley sawariya
Boley basuriya sunley sawariya
Tharey bina mohey kuch nahee bahwey
Piya rey, piya rey, piya rey, piya rey,
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey hoooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Naina ney tharee kaisa jadoo kiya rey
Tharey bina lageynahee mara jiya rey hooooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Pyar kee kaliyan kub kee rakhiyan
Yahan wahan tuk tuk mey tey tahkiyan
Sanjh sawerey deykhun lagey
Sanjh sawerey deykhun lagey
Tharee surateiya maree ankhiyan
Piya rey, piya rey, piya rey, piya rey,
Tharey bina lageynahee mara jiya rey hoooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya
Naina ney thare kaisa jadoo kiya rey
Tharey bina lageynahee mara jiya rey hooooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
Piya rey, piya rey, piya rey, piya rey,
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey hoooa
Tharey bina lagey nahee mara jiya rey.
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
i'll start with 'A'
this is one of my favorite ghazals by Munni begum
[quote]
Asmaan se utaara gaya
asmaan se utaara gaya
asmaan se utaara gaya
zindagi de ke maara gaya
zindagi de ke maara gaya
asmaan se utara gaya
ishq jiss ne kiya sooch le
ishq jiss ne kiya sooch le
wo to bay-maut maara gaya
wo to bay-maut maara gaya
asmaan se utaara gaya
meri mehfil se wo kiya gayi
meri mehfil se wo kiya gayi
saath mein dil humara gaya
saath mein dil humara gaya
asmaan se utaara gaya
mujhko saahil ka de ke faraib
mujhko saahil ka de ke faraib
maut ke ghaat utaara gaya
maut ke ghaat utaara gaya
asmaan se utaara gaya
maut se bhi jo na marr saka
maut se bhi jo na marr saka
usko nazron se maara gaya
usko nazron se maara gaya
asmaan se utaara gaya
zindagi de ke maara gaya
asmaan se utaara gaya
asmaan se utaara gaya
[/quote]
next is 'G'
[This message has been edited by ~Sehar~ (edited October 10, 2001).]
Saeein Tu Hi Mera Sacha Saeein Tu Hai
Main Tera Banda Tu Hi Mera Mola Saeein
Tan Main Tu Hai Man Main Tu Hai
Rooh Ke Ander Tu Hai
Aas Hai Teri Piyas Hai Teri
Ishq Samander Tu Hai
Naqsh Hai Tera Kaim Daim
Naqsh Khyali Hon Main
Tu Hi Raziq Tu Hi Malik
Tera Sawali Ho Main
Zahir Har Aik Manzar Main Tu
Har Pas Manzar Main Tu
Masjid Main Tu Mandir Main Tu
Jevan Sagar Main Tu
Saeein Tu Hi Mera Sacha Saeein Tu Hai
Main Tera Banda Tu Hi Mera Mola Saeein
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
HO skayyy to meraa aik kaaaaaam karo,
**HO sakayyyy to meraaaa aik kaaaaaam **karoooo,
Shaaaaam ek pehal meray naaaaaam karooooo,
Ho sakay to mera aik kaaaaaam to karooooooooooo o !!!1
kyoun pareshan hay tu
kayin jahan aur bhi hain
kitnay haseen aur bhi hain
hoooo, aur bhi hain
kyoun pareshaan hai tu
teray ishq main shor machaye
shor machaye
charha ghumna chahay
paas bulaye
hoooo, paas bulaye
kyoun pareshan hay tu
kahien jahan aur bhi hain
kitnay haseen aur bhi hain
kyoun pareshan hay tu
koi tujh bin ansoo bahaye
— karwat so nahi paye
paas bulaye
hooo paas bulaye
hoooo paas bulaye
kyoun pareshan hay tu
neend aati nahi
sari sari raat
koi tujh say kahay
meray dil ki baat
aik tu jo nahi
aaj meray saath
mujh ko weeraN lagay
sari kaenaat
teray aur meray
rastay hon kabhi na juda
na juda
kya, janay koi zinda hain kaisay
meray jaan
yeh zindagi to ho rahi hay
wiraaN
teray bin hain jaan aisay badan main
jaisay tanha ho nacchi
chaman maiN
neend aati nahi
sari sari raat
koi tujh say kahay
meray dil ki baat
aik tu jo nahi
aaj meray saath
mujh ko wiraaN lagay
sari kaenaat
mai to yehi chahoun
dooriyaN na rahaiN dooriyan
dooriyan
woh, anso bhari rahon maiN ghoomay
din raat
tu barishoN main bheegta tha
meray saath
angano maiN jo saye jawaN thay
dhoop main woh bicchartay kaha thay