Antaakshari L (UNSTOPPABLE!!)

Dilbar Dilbar haan dilbar dilbar
Hosh na khabar yeh kaisa asar hai
tumse milke baad dilbar
dard hai chupan hai kya deewana pan hai

"H"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

hum tumhain chahtty haan assy
merny walah koi
zindagi chahtta ho jassyyy

ruth jaoo ager tum tu kya hooo
pel main assa laggy
jism se jaan jassy juda hoooo

hum tumhain chahtty haan assy

“ye”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

it’s gonna start with “A” Khamoshi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

AkhiyaaN milaooN
kabhi akhiyaaN churaaooN
kya tu ne kiya jaaduu…
kabhi sharmaaooN
kabhi galay lag jaaooN
mujhay khud pe nahiN qaabuu…
bina paayal ke hi
bajay ghungruu…

“G”


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

gham e dil ko
inn ankhon say
chalak ja na bhi atha hai
tharap na bhi humein atha
hai tharpa na bhi atha hain

kissi ki yaad mein jo zindagi
humnein guzari hai
humein woh zindagi apni
mohabat se bhi pyari hai
tho ayein.. rubaru hum dastaan apni sunaingay
kuch apna dil jalayengay
kuch unko azmaingay
bhaari mehfil.. tho humein .. shamma ban jana bhi atha hai

H


life will continue to be a bitch…SO BITE BACK!!!

u may be the love child of Jackie Chan and Bruce Lee..but i can still kick ure butt :soldier:

Hum bewafa
jar giz na thay,
par hum wafa
kar na sakey...
hum ko mili
us ki saza,
hum jo khata
kar na sakey...

"S"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

Khawa!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/redface.gif

I in love with you all over again!! I had been looking for this song/ghazal for ages, and i didn’t know what the starting lyrics were. You ROCK girl

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

Soocheen gay tumhe pyar karen ke nahin
Ye dil bekarar karen ke nahin
sansoon main bassaya tum ko
Ankhoon main chupaya tum ko
Milo gay tum hume kahen na kahen

Finish with N


Aab ke hum bichrre to shayad kabhi khuaboon main millen....

actually the first letter of the last word is “K”, and that’s what we go by

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

so i’ll start with “K”

Keh do jo bhi
mann maiN aaey…
aisa na ho
khamoshi maiN
sunnay wala
hi so jaaey…
keh do jo bhi
mann maiN aaey…

“A”


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

ooooooooooooooooo ab samjhiiiiiiiiiiiiiiiii
pehlly kiyoon nahhin btaya desiyaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

"aaina wohi reta hy
chahrry badel jatty haan
ankhoon main rehtty nahin jooo(i m sorry if i m worng)
ansooo nikel jatty haan

“h”" hy naa desiyaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

u got it

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Husn ko chaand
jawaani ko kanwal kehtay haiN
daikh ke tujk ko
hum aik shookh ghazal kehtay haiN
uff ye sang-e-mar-mar se tarasha hua shaffaaf badan
daikhnay waaley tujh ko taaj-mahal kehtay haiN…

“H” again

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

SEHAR: u mean to say u stopped lovin me?
its from the paki movie NAILA..(teenstaion has it in oldies… paki sec)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

ok.. h

Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Jabse Dekha Tumko Ey Jaadugar Haseen
Us Din Se To Yeh Dil Kahin Lagta Hi Nahin
Tabse Haal Kya Hai Kahu Kya
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara

T


Sehar you ain’t that bad either

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Artist: JUNOON

Tapti dhoop talay
Chahon ki hai talaash
Taasub ki dhool thamay
to milay shanakht

Choomein agar yeh zameen
Choohein gey hum aasman
Sochein abhi hum agar
Guzar jaaein gey imtihan

Jhoot pay jo palay
Aaj hain woh udaas
Nafraton mein ghiray
Nochein apni hee laash

Zehny ghulamy say
Kaash hon hum azaad


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

aawara hoon
ya gerdish main hoon
asmaan ka tara hooonnnnnnn

"h"

Hum tum
jeeyay jaa rahey haiN...
jeevan
guzar hi raha hay...
laikin
din ba din
ik junooN
jaaney kyouN
bewajah
barhey jaa raha hay...
hum tum...

"T"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Tanhai!! Tanhai!!

Dil ke rastay mein, mein ne thokar kaisay kahi,

totay khwab hain saray eik mayoosi hai chahi har khushi sogai zindagi kohgai

Tum ko jo pyar kia to saza mein ne pai

"p"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

piya re
piya re
piya re
piya re
tare bina lagey nahiN
mara jiya re
ho
tare bina lagey nahiN
mara jiya re...

"R"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Raha humein to un ka khayal
Raha humein to un ka khayal
Unhain lekin na hua juda honay ka mala
Unhain lekin na hua
Raha humein to un ka khayal
Unhain lekin na hua juda honay ka mala
Unhain lekin na hua
Zara badal chahai
zara mausam kya badala
nazar se rasta hi koh gaya
kabhi socha tha woh hogaya

"H"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

hum tum hoon gy
badel ho gaa
rakss main sara jungel ho gaaa
hum tummmm
hum tum hoon gy
badel ho gaa
rakss main sara jungel ho gaaa

hijer ki shab or itni kaliiiii
un ankhoon main kajel ho gaaa
rakss main sara jungel ho ga

piyar ki rah py chlnny walooo
restta sara deldal ho gaa
rakaa main sara jungel ho ga

"gaaf"

next time sahi.....been late


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

[This message has been edited by Ali_R (edited October 14, 2001).]

Gore rang ka zamana kabhi hoga na purana

"p"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .