Re: Aik dhaga
^ to phier seehkey na :bash:
Re: Aik dhaga
^ to phier seehkey na :bash:
Re: Aik dhaga
mujay itni ati hay k asani say kesi say b baat kar sakta hoon ![]()
likh parh b sakta hoon
Re: Aik dhaga
koi mujhe batayega ki "strawberries" ko urdu mein kya kehtay hain ??????????
Re: Aik dhaga
^ kal bataoon ga
Re: Aik dhaga
:
chalo pagli sahab tum chanda hi dkha do.. kuch tou is manhoos kay bhala ho jae gi :halo:
Re: Aik dhaga
kafi nhai hey ya aur bhi seehk ne hey app ko bus ![]()
Re: Aik dhaga
nahi meray liyay kafi hay yea snoota
Re: Aik dhaga
khattee meethee si gooliaN jaisa fruit ![]()
Re: Aik dhaga
lol u alwayz come up with somthing funny ![]()
Re: Aik dhaga
:halo:
mai tou woh bata raha tha jo apnay school kay aalim faazil cheater say seekha tha ![]()
oh solly, teacher kay baja-ay cheater likh diya ![]()
Re: Aik dhaga
Strawberries angeraiji say makhooz hai. Kuchh ilfaaz Angeraizi kay bhi ziar-e-istamaal hain bawajah naam honay kay. Naam aksar apni asli haalat main hi istamaal hotay hain.
Re: Aik dhaga
shukria OMG ![]()
Re: Aik dhaga
teen-dabay walay ko English mai kia boltay hai ![]()
or *bhoosi-tokray walay * ko english mai kia boltay hai ![]()
Re: Aik dhaga
Teen dabay walay ki jagah Europe aur Amreeka main Recycling system istamaal hota hai.
Bhoosi-tokray walay ko angeraizi main Street hawker kehtay hain. Aur kuchh??
Re: Aik dhaga
teen-dabay walay ko english mai JANWAR kehtay hian ![]()
Re: Aik dhaga
shukreyah :)
ok abb sawal hai mera kay * ankh-mataka * karnay walay ko kia kahtay hai ? ? ?
or * chamak-chalo * ko kia kahtay hai ? ? ? ? ?
Re: Aik dhaga
Pehlay swal ka jawab main naheen doongi. Chahay aata ho ya na.
Doosaray ka jawab hai, Chik. Not chick but Chik.
Re: Aik dhaga
tauba tauba…Allah maaf kare.
Did AQ get cloned or what?
Re: Aik dhaga
![]()
Aray aap ko sirf AQ ki Urdu hi nazar aayi saaray dhaagay main?
Re: Aik dhaga
nhai hey kafi :bash:
omg baji zara dhekey ya kiya khey rhey hey ![]()