Re: Aik dhaga
![]()
![]()
![]()
itna zor say kyo maar rahay hian ![]()
nahi meray liyay kafi hay aap ko seakhni hay to seakhian mujay mazeed nahi seakhni hay ![]()
Re: Aik dhaga
![]()
![]()
![]()
itna zor say kyo maar rahay hian ![]()
nahi meray liyay kafi hay aap ko seakhni hay to seakhian mujay mazeed nahi seakhni hay ![]()
Re: Aik dhaga
^ :bash: seehkni parey gi ![]()
Re: Aik dhaga
Pehle faqt AQ hi they, jo GS pe esi Urdu farmaney ka kasht uthate they…
Ab deegar aur afraad tashreef le aayeiN haiN ![]()
Re: Aik dhaga
^ my toughest and most time consuming post to date.
Re: Aik dhaga
rafta rafta app bhi seehk jayn gey aur phier ravangi se bol ney lageyn gey merey thran ![]()
Re: Aik dhaga
Thehrain…yeh jamaat main kaun lar raha hai. Jab aik Ustaad mojod hai to aap ko kis nay mar peet ki ijazat di hai? Aur main nay to kisi ko naheen mara abhi tak.
Awww kis nay maray bhai ko mara…??:nono:
Re: Aik dhaga
**Ravani **hota hai…ravangi ka matllab Rukhsati hota hai.
Re: Aik dhaga
LOL ravangi ![]()
Re: Aik dhaga
chaley syee hey ab dehkey mey bhi urdu RAVANI se bol rha hou ![]()
achha ab nhai maroon ga kesey ko ![]()
@ ruhksati ![]()
Re: Aik dhaga
wase urdu seehk ney mey maza bhat ara hey, galtiyan jo itni achhi achhi hou rhi hey ![]()
Re: Aik dhaga
**Sahee **hota hai Syee naheen…
Dekhain ya phir **Diakiye **aur Raha hota hai. Hoon, hou naheen.
Main sirf Funoon-e-Latifa (Art and Craft) ki ustaani naheen bulkay Zabanoon ki bhi ustaani hoon. Ussi school main.
Re: Aik dhaga
jee asal main tu HooN] hota hay
noon GhuNNaa bhool gaieN aap :halo:
Re: Aik dhaga
Unnn hunnnnn Kisi ka mazzaq naheen uratay. Ho sakta hai is say us ki sawal karnay ya seekhanay ki khuwahish par buarra asar parrday aur woh sharmindagi mehsoos karay. Aainda aisay na karna, kisi kay bhi saath.
Burra Insaan naheen uskay Aimaal hotay hain. Is liye to mujhhay Micheal Jackson kay Musalmaan honay par bohat khushi hai. Allah nay usay hidayat say nawaza. Ab humain us ka mazzaq naheen urana chahiye agar woh kuch ghalat karay. Bulkay us ki madad karni chahiye.
Samajh aayi?
Re: Aik dhaga
azzaq nahee
Waisay Urdu seekh nay main mazza bohat aaraha hai. Ghaltiyaan jo itni achhi achhi ho rahi hain
Yeh jumla is tarah likha jana chahiye. Roman Urdu likhna bhi aik fun hai. Fun Urdu wala…Angeraizi wala naheen.
Re: Aik dhaga
hmmm syee hey mey koshies keroon ga ke ab in galtiyo ko na duhraon . ![]()
rhai baat mazak ke to ustani ji kuch to sharatey kereyn gey hum ![]()
Re: Aik dhaga
Shabash. Mazzaq wali baat main nay Sharabi say kahee thhi. Aap say naheen. Mazzaq karna aur mazzaq urana do alehda baatain hain.
Re: Aik dhaga
egjactly !!!![]()
koi kutch bola kya ?
Re: Aik dhaga
nahi seakhoon ga nahi seakhoon ga :o
Re: Aik dhaga
insaaan bahi nay mara hay mujay
![]()
Re: Aik dhaga
Seekhnai paray gi…:o Urdu par oboor hasil hona chahiye.
Aur Insan ko main daant chuki hoon. Ainda naheen karay ga. Chalo ab chup ho jao munnay.