Acha tha

Re: Acha tha

MahsAllah… bouhat khoob… :k:

Re: Acha tha

Zabardast Maan :)

Re: Acha tha

Thanks

Re: Acha tha

Sukriya ASA bahi

Re: Acha tha

Thanks Apa :slight_smile:

Re: Acha tha

^^ koi baat nahee mamooo!

Re: Acha tha

very nice

Re: Acha tha

nice.. :biggthumb

kyun achanak udasion ke badaal chah gaye
shayad aapki yeh ghazal na hi perhti tu acha tha..

:stuck_out_tongue:

Re: Acha tha

^^ zabardast pari siii

baarish ka ho jaana udassi kay badal say
aansou nikal attay barish ki jagga tu acha tha....

Re: Acha tha

Good.

Pounhcha tha Uos Ka Khat Mere Marne ke Baad yaaro
Marne ki main Dua Nah Karta to Acha tha

Main Ne to Umr Guzaari tumhaare Naam Ae Jaana
Aye Kaash Tumne Pehle Bataya to Acha tha

Re: Acha tha

baat to hay na apa :stuck_out_tongue:

Re: Acha tha

Thanks

Re: Acha tha

Thanks

lolz
mai nay kab kaha tha k aap yea zaroor parhian :smiley:

Re: Acha tha

Wah Wah
Irshaaad

Re: Acha tha

tHANKS
AND NICE :K:

Re: Acha tha

scroll up and read it again :snooty:

p.s thanx !

Re: Acha tha

scroll karnay ka moood nai hay is waqat :snoota:

PS:- Always Welcome apa

Re: Acha tha

Assalamoalaikum innocent smile

Mash'Allah bohat hi achi kaavish hai.
laiken yeh shair kuch wazun say bahir laga

bana raha umer bhar jo maseeha gheroN ka
laita kabhi khabar hamari bhee to acha tha

umeed hay aap is pay nazr-e-saani dalaien
aur ager meri baat kuch buri lagi ho tou paish'gi mazrat khawa hoon

khair andaish,
sodaii

Re: Acha tha

Skriya Janaab.

Aur Kahtey Rahiye.

Re: Acha tha

Walikam salam jitay rahein khush rahein
pasan karnay ka sukriya
mujay aap ke baat bilkul b buri nahi lagi balkay khushi hoiee hay k aap nay itnay goor say parha
mai b check karoon ga and agar aap ko zaihan mai koi wazan wala shair ho to plz aap b zaroor share ke giay ga