Re: Acha tha
Always Welcome
koshish karoom ga
Re: Acha tha
Always Welcome
koshish karoom ga
Re: Acha tha
ban gaYa hay ik khawab sa jo zindgee ka
wo shakhs rehta ik khayal he to acha tha
bohut khoob
Re: Acha tha
Assalamoalaikum Innocent smile,
khush rahiye, aaj kal ka dour aesa hay na kay dar lagta hai , na janay kab, kahan , kon khafa ho jay .. khair aap kay hi shair main lafzon ki tarteeb zara si badal kar aik koshish ki hay , shayad aap kay mayaar k mutabiq ho
bana raha umer bhar jo maseeha gheroN ka
kabhi humari bhi khabar laita; tou acha tha
umeed hay aap isay bagore dekhain gay.
shukrya
Sodaii