Re: aa’zaa ki shayari
tu naam sochna shuru karein ![]()
ajj se us ka naam rahkshanda ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
tu naam sochna shuru karein ![]()
ajj se us ka naam rahkshanda ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
^
Re: aa’zaa ki shayari
oh, yeh to hai…gande ash’aar kahiiN na kahiiN se ghoom phir ke likhne waale ke paas aa hii jaate haiN. vaise, aapke falsafe se yeh lagaa k:
bad kare koii, ho badnaam koii aur? ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
PM mosol nahi howa… :cobra:
Re: aa’zaa ki shayari
nahi ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
Ik Gham-E-Tanhayee Jo Saaray Badan Main Phail Gai
Jab** Jism **Hi Sara Jalta Ho Phir Daman-E-Dil Ko Bachayen Kia
is mae sab kuch ata hai ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
ujra chehra,bihkri** zulfain**,be’jaan aahnky “mohsin”…
muhjye to tum be kise kii chahat key maqrooz lagty ho..
ager kisi ke baal gandey hun or saaf sudhra na hu tu ussey gareeb mat samjhye, kya pata us ke examz huney waley hun ![]()
Re: aa'zaa ki shayari
unke dekhe/aane (?) se jo aa jaatii hai muNh par raunaq
vo samajhte haiN k beemaar kaa Haal achchhaa hai
:)
Re: aa’zaa ki shayari
http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/663/veerani.jpg
Re: aa’zaa ki shayari
https://fbcdn-sphotos-d-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc3/t1/1604662_547578655340498_740094800_n.jpg
Re: aa'zaa ki shayari
ek meraa she'r kiuN na ho jaaye...zaraa phaRaktaa huaa hai...dil thaam ke paRhnaa!
patli sii kamar terii, naazuk sii haiN baaheN
lahraataa badan teraa, letaa huaa angRaaii
a she'r by: ME! :)
Re: aa'zaa ki shayari
*kab yaad mein teraa saath nahin kab haath mein teraa haath nahin
sad shukr ke apanii raaton mein ab hijr kii koii raat nahin *
Re: aa'zaa ki shayari
*patthar ke jigar vaalon ghum mein vo ravaanii hai
Khud raah banaa legaa bahataa huaa paanii hai *
Re: aa’zaa ki shayari