Normally Raqs is called aa’za ki shayri, but this thread is not about raqs.
Its about ashaar which contain names of any of the body parts. I think aankhen (eyes) is more used in poetry.
Lets try to find out other than eyes, which part has been used extensively in Poetry. baal, kaan, naak, zaban, gardan, hath, paon, taang 
Re: aa'zaa ki shayari
Hath Diya Us Nay Mere Hath Main,
Main Tu Walli Ban Gaya Aik Raat Main
mahool
6
Re: aa'zaa ki shayari
Androni parts jaisay jigar aur dil? woh bhi shamil hian ya sirf zahiri bahar walay azoo?
Re: aa’zaa ki shayari
jo bhi anatomy ke hisaab se body part hai .. sab … ab poetry share karen
mahool
8
Re: aa'zaa ki shayari
Hath Diya Us Nay Mere Hath Main,
Main Tu Walli Ban Gaya Aik Raat Main
Yeh walay kaam jaali peer faqeer kartay hian band kamry main moiana....
jiia
9
jiia
10
Re: aa’zaa ki shayari
luchi lafangi harkten na discuss karen:emmy:
shair post karen
mahool
12
jiia
13
mahool
14
mahool
15
mahool
16
Re: aa’zaa ki shayari
poori ghazlen kon padhen.. relevant ashaar post karen 