Re: aa’zaa ki shayari
Zara Alfaaz K Naakhun Taraashoo Apne ?
Bohat Chubbtey Hein Jab Naraazgi Se Baat Karte Ho..
Re: aa’zaa ki shayari
Zara Alfaaz K Naakhun Taraashoo Apne ?
Bohat Chubbtey Hein Jab Naraazgi Se Baat Karte Ho..
![]()
Re: aa’zaa ki shayari
same as post #33 & 34
Re: aa’zaa ki shayari
Gaisu e Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar
Hosh-o-Khirad Shakar Kar, Qalb-o-Nazar Shakar Kar
Re: aa’zaa ki shayari
Sar Jhukaoge To Patthar Devta Ho Jaayega
Itana Mat Chaho Use Wo Be-Wafa Ho Jaayega
Re: aa’zaa ki shayari
ek bahot zabardast she’r hai 'azo pe magar uske liye shaayad “luchhcii lafangii shaa’irii” waali thread bhii mauzooN na ho! ![]()
aaNkheN mujhe talvoN se vo malne nahiiN dete
armaan mire dil kaa nikalne nahiiN dete
Akbar Allahabadii
yaa phir
**aaNkheN merii talvoN se jo mal jaaye to achchhaa
ik Hasrat-e-paa_bos nikal jaaye to achchhaa
DaaGh Dehlavii
**
Re: aa’zaa ki shayari
Re: aa’zaa ki shayari
Re: aa’zaa ki shayari
PALKEN ZARA UTHA KAR EK BAAR DEKHIYE,
THODA SA MUSKURA KAR EK BAAR DEKHIYE,
Re: aa’zaa ki shayari
Bhool Kar Bhi Na Dena** Kandha** Mere Janaze Ko
Kahin Phir Na Zinda Ho Jaon, Tera Sahara Samajh Kar
Re: aa’zaa ki shayari
Re: aa’zaa ki shayari
Re: aa’zaa ki shayari
mahool ko PM kar den ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
lol…aapko kiuN nahiiN? ![]()
Re: aa’zaa ki shayari
mahool ko pasand aaya to mujh tak puhunch hi jae ga