naeeh aap humaiN sharminda mat karaiN ![]()
:femme: chalo chalo jao ja kar apna kaam karo
Bhai aap nay kuch safhaat chore diye haiN jinn mein KhushKhabir (good news) nay aa kar LP ko pahla sabaq dia hay
naeeh aap humaiN sharminda mat karaiN ![]()
:femme: chalo chalo jao ja kar apna kaam karo
Bhai aap nay kuch safhaat chore diye haiN jinn mein KhushKhabir (good news) nay aa kar LP ko pahla sabaq dia hay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein abhi parhta hoon ustaad jee... :)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
shabash
ap ne kabhi imran series parhe hain
shabash
Imran Series ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
u ko imran series novel ka nahi pata:(
koi to hoga yahan per imran series ka parhne wala
sannan parho imran eries ko qasam se bohat ache hain woh novels
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sannan:cmilestar: mai kaunsa aapak kaam kerne wali thee:barbie:
Woh Iban-e-Safi wallay …
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
han ji wohi
aur bhi bohat sare writers hain mazhar kaleem m a, safder shaheen and lots of others
do u like imran series
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ye aanso apne paas he rakhie:hoonh: mere paas apne he bohot hain ![]()
school mein parhay tha hum nay leekan aab to kuch bhi nahen parhatay ![]()
LP Bakhuda hum buhat udaas haiN
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
awwww sannan u kyun udaas ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
PK bus hum ko kuch waqat darkar hay ..... miltay hay kuch waqfay kay ba'ad
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
:cobra: Mabadowlat intazar kareegey
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
acha sannan ah
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mai ko bhi urdu bolni hai:@:
Hum aa gai haiN
tou bolo na intizaar kiss baat ka
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
To phir idhar aow ![]()
Istaraa mabadowlat se mulakaat hotee hain.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
MashaAllah hum har Eid par apnay tamam Bhaeon say Baghal Geer ho kar miltay haiN to lo g baghair Eid kay hum bhi baghal geer hota yhaiN ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
muhey aur sikhaain:@: