Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
TumhaiN to pahlay he buhat aati hay aur kia seekhna hay ...GN nay kia sikhaya tha foran say paishtar hamaray gosh guzaar karo :ASA:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
TumhaiN to pahlay he buhat aati hay aur kia seekhna hay ...GN nay kia sikhaya tha foran say paishtar hamaray gosh guzaar karo :ASA:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tarjumakijiye zara:bummer:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kiss ka tarjuma ya salees urdu karni hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sannan tum kya aurtoan ki trah sun gun laitay rehtay ho???
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
keoN mein nay kiss key sun gun li hay :ASA:
Tum kia hamari Tooh laiti rahti ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
thori si asaan urdu please:@:
keoN mein nay kiss key sun gun li hay :ASA: Tum kia hamari Tooh laiti rahti ho
tumharay andaz o atwar tumhari iss adat ki ghammazi kar rahay hain....
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Foran say Paishtar = Jaldi Jaldi
Gosh Guzaar = bato = tell
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
main tumharay kisi bhi hukam ki paband nahi hoon..![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
isnt batao easier to use sannan:@:
tou tum ko hukam day koun raha hay ![]()
bus zara ru’ab jamanay kay liye
tum nay kaha k main foran se paishter tumharay gosh guzar karun…tumhain khwateen ki manind qarar dainay ka sabab!
Aap aaina ko dosray rukh say daikhnay key mashaq kariaN ![]()
mein nay LP ko samjhaya tha
… yah tou koi mard bhi kah sakta hay :femme:
ye kaam aap ki damaghi haisiyyat k ain mutabiq hai…
aap zara dast darazi band he rakhain janaab!!!![]()
mjhe bhe koi urdu sikha dain :@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tell me some cool sentence jissey mai apni urdu skills show off karon:@:
yah dust darzai jaisay jumlay Fahashi k Zumaray mein aata haiN :aq:
Tou bolo yaar
cool kia hota hay
urdu bolo ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aap sikhain naw:@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Tum seekh he naheen rahi ho ![]()