~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

:salam:

DostooN mein nay ghour kia kah hum aik minute (iss key urdu kissi key samjh mein naheen gi )
bhi sirf aur sirf urdu kay tamam alfaaz naheen bool saktay haiN :bummer: aap koshish kar k daikh lain :hmmm:

Iss Thread mein aap nay sirf Urdu bolni hay **
** bayshuk jaisi bhi bolaiN … **
** Agar kissi nay koi aur zaban boli tou :asa:

** AaiN aur Shuru karain :cheer:**

:help:
Aap ain likhnay kay liye a kay baad ‘ use kar saktay haiN yaa’ni to iss ka matlub hay ain
Aur Noon Ghunna kay liye N use karaiN jaisa kah MeiN nay wahaN jana hay …..

:rose:

.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bohat khoob

mujhe ap ki urdu bohat pasand hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

PK Sahiba,
Iss Dagagay (thread) aur hamari Urdani kay Mu'tarif honay ka buhat shukaria .....

mjhe bhe ap bhut pasand hai ......i mean apki urdu :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ap ki zara e nawazi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:cb: hehehehe

Acha kia Bhai jo aap nay Islah kar di warnah hum ko koun pasand karta hay :crying: urdu bolnay wallay paindo jo hoye :teary3:

Waisay Waleed & PK aap ghour karain aur kissi kay sath kuch lamhaat kay liye sirf aur sirf Urdu bolnay key koshish karaiN aap Angraizi ko koi nah koi lafaz zaroor bolaiN gay

hans kyun rhi hon :5:

:subhan: Mashaq jari rakhaiN :insh: jald he baray barooN kay par katnay lagay gi aap

:cb: ok mein zarur koshish karunga :lifey:

Asal Walli Urdu Waleed …
Yah Izhar-e-Tabasum kis silsallay meiN :5:

yeh tabasum kon hai :confused:

:aj: hum say mazaq :5: …Tabasum Muskarahat ko kahtay haiN aab yan nah poochna yah Muskarahat koun hay warna :asa:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

posso parlare Italiano :kanfused:

:offtopic:
:aj: :smilestar:

oh acha muskarahat tabassum hai :cb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ap bohat khoob islah fermate hain

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:cb: ek ahad banda shararat bhi to kare na ab sab ache ban k urdu bolna shoro kare deyen to maza kese aye ga :@:
wese mujh achi wali urdu nahi ati :cryb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ap ko thori mushakat kerni pare gi

kon si tabassum barey gaon wali ya sher wali :confused: