meri chosni ![]()
Faris
u ve become very naughty aur mein nay sub ko naraz karna chor dia hay keonkah PK ghussa karti thi ![]()
aab tum kahtay ho to mein phir say shuru ho jata hoon ![]()
meri chosni ![]()
Faris
u ve become very naughty aur mein nay sub ko naraz karna chor dia hay keonkah PK ghussa karti thi ![]()
aab tum kahtay ho to mein phir say shuru ho jata hoon ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
oh yeh lo
abhi rona na shoroo ker dena
oyee kisi ko naraz nhi kerna
@faris bhai:nono:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Faris aur naughty?
Na na na yeh hoy naheen saktha mein tumharee thara hoon seeda sada jaleebee ke thara ![]()
oooh kis waqt jaleebee ka naam yaad agaya ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haha faris bhai seeda saada jaleebi ki tarah:omg:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
^ Faris jalebi is not available here
mairay munh mein paani aagi aur Chacha Rangeelay key hotel key jalaibian yaad aa gain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tumhare munh main her waqt pani kyu ata hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
arsa he ho gaya, jalaibi khaey huay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Koy massla naheenā¦
Thorey dina baad merey valeemay vich a jana khoob jaleebee mitay milegee.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
dholki/mehendi/baraat aur haan mayoun kay bageir he valima kero gay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
naheen sub kuch hojaygah⦠koy massla naheenā¦
Waissay yeh bakee sara bandubaast koy Islam mein na manna hain na iskee zaroorat hain⦠yeh sab desi logon ne rawaaj banaya hainā¦
Warriors donāt like these kharafaat ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
warriors bhi invited haenā¦
Allah ge, hmmmmm phir to mujhay valima bhi armor mein attend kerna ho ga ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu mein baatein kya ho ruhi hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
waisay khaali jalaibi he khilao gay, ya koi bottle shottle bhi pilao gay ![]()
warriors key khourak aik musalam bakra hota hay aur woh ussay shouq say tanawal farmatay hain
kia aap intizaam kar sakay gee
khana khilanay key baat ho rahi hay ā¦kron hamain khana khilai gi ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
not meeeeeeā¦but ill eat
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ye dawat e shiraz sab kay leeye hai
aeween nahi ākhayali palaoā paktay haen
P
khaer koi masla nahi chrgay haleem nihari ka bhi bundobast kerwa dayti houn
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
biryani ka bhi order deh deena
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Asli bottle to pilla daina ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
bilkul bilkul asli bottle he milay gi
pepsi/7up/saprite
or jo bhi demand ho
haan ge biryani, karahi gosht, murg channay, seekh kabab sab kuch hoga