Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein so kar uth gia ho
Bhai ASA chai ka aik cup millay ga :aq:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mein so kar uth gia ho
Bhai ASA chai ka aik cup millay ga :aq:
Ribz se mang lo mujhay khud uss ne pilai hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
nahi me nahi mahning don't lyee
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yahan kiya ho raha hai bacho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Bachaay
khail rahay hain … PK mein nay apna aik wa’da poora kar dia hay agar tumhain yaad ho ![]()
ASA rabzi ko to chai banai aati he naheen hay :no: tum bahanay mat karo aur foran say paishtar chai do
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
anty patah nahi me bih aabhi aahyi hoon
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
han jee mujhe yaad hai
bht bht shukriya
![]()
Dard yah lo apni chosni :paci: aur meri wapus kar do ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
:paci:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Pk tum nay keon lay li
wapus karo
![]()
chalo may bana laita hon… laiken doodh kon daiga?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aab sugar to tum use he naheen kartay ho gaiy
aur paati waisay he doctor nay mana key hogi
doodh bhains he day gi ya phir cow ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
nhi doon gi main tumhain chosni:paci:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Chosni kis ne mangi? :LB:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Haha acha Sannna ko chosni chayeh tho usko pathoaw ke apnee chosni merey chahca se mang leh us kee dukkan barray howee hain. ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haha
aur faris bhai kiya hal hai aur bhabhi kaisi hain?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
^ Faris tumharay chacha ka mein nay duhar daina hay , kia mein tumharay naam par transfer kar wa doon ![]()
PK mein aab tum say naraz ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ub tumhain kiya howa:5:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Sannan merey dost thum agar dukkan apne naam lena chaow tho koshis karoongah ik chosni kyaa baath hain :k:
Aur meree mano kisee se na naraz ho na kisee ko naraaz karo akhir yeh tumhara kaam naheen mera hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()