~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhay 1/2 litre walli bottle chahiye ... buhat pyaas lag rahi hay pooch lo RabZZZ say

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tunda pepsi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

rabzzz tum sari thandi pepsi pee laiti ho :aj: mairay liye choor daina

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha ab ijazat daen, khana tyaar kerwana hai

ab mein jaa rahi houn

kul baat keraen gay :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Theek hay zara maslahay taiz rakhwana
:wave:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

no problem

taiz masala he axha lagta hai warriors aur baap logoun kay khanoun mein

:wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Warriors na koho… :aj:

Humko apne log Faris ya Sipahee kethay hain… Warriors angrezon ka lafs hain!

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

theek hay mairay horse kay khanay ka intizaaam bhi kar daina :aq:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Ghorra, horse naheen! :smack:

Ufff Sannan yeh urdu ka kya bana deeya hain.

aik bottle tumhare liye choor doon gi

Maaf karna bhai warrior apnay ghoray kay liye buhat hasaas hotay hain aur main nay soch woh ghora kahnay par naraz nah ho jai :bummer:

sirf aik :aj:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Warrior naheen, Faris ya Sipahee koho!

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sipahi to chota lafz hay Faris theek hay

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Teek hain jaisey tumharee marzee.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:smokin2: lo yah lo :sunnyboy:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kohi acha sa joke suna day :D

haan tumhe tou kush hona chahiye ke aik chor ruhi hoon

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

joke nahen lateefa kahtay hain …

mein buhat masoom bacha hoon :lb: aur aaj tuik kissi say larai jhagra naheen karta hoon :salute:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

masoom bucha dekh loo

:cryb: