Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ha ha ha…![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ha ha ha…![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu sikhaye nahi aaj tuk:emmy:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
sharrm karo tum sub mujh par hansanay kay bajay jai namaz bicha kar dua karo ![]()
warnah tumhari urdu aisi he rahay gi ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
meri urdu theek hai:hoonh:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
meri urdu kharab hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tou mein kia karoon LP ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sannan mithaye khilaiye:@:
mein ho nah sikhanay kay liye :jano:
sannan mithaye khilaiye:@:
kha lo unn paisoon say jo mein nay tumhain udhaar diye hoy hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sannan aur urdu sikhainge:omg:
baar baar yaad na dilaya karain:naraz:
LP is jaling ![]()
dilwao ga ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
i will hv memory loss:hoonh:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
iss angraizi ka tarjuma bhi kar do LP ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mai koe tarjuman hoon:emmy:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan G ![]()
kub sikhao ge
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jub tum kaho gi ;) ..... kuch sawal poochoon gi to batoon ga nah ....challo pahal sabaq phir shuru kartay hain ....
kaho tum buhat achay ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
rab kaho ki sannan bhai paagal hain:@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan mujhe putta hai mein bouhut achi hoon......ubb subuq purhao