Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Rabzz, mujhay batao kah gooz ko angraizi mein kia kahtay hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Rabzz, mujhay batao kah gooz ko angraizi mein kia kahtay hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
juice:@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
LP kia tumhain gooz pasand hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
not from ur hand
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
LP yah hand say diya bhi naheen ja sakta aur iss ka matlub to nah hi jano to bahatar hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ghooz matlab??? ![]()
Rabzz, mujhay batao kah gooz ko angraizi mein kia kahtay hain
ghooz......ya..... goose
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
rabzzz meri aklooti shagird din badin zaheen hoti ja rahi hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
to ap itna hans kyu rahe ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ustaad ko khushi hoi hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
apni zuban under rakho warna:muzna:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Sach much? ![]()
Ustaad kya baat hain aaj zubaan ko dard hain kya? ![]()
oye tikka walli tumhary pass teeka laganay kay illawa koi aur kaam naheen hay ![]()
meri zaban par kharish ho rahi hay ![]()
hai na:smilestar: maza aya
tumhari shagird bhi hai
yah tumharay mujh masoom par itnay hath keon chal rahay hain ![]()
bus tum he ho meri shagird woh bhi baghir fees walli :hinna:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
masoom aur tum:hayaa:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Meh bee masoom hoon :LB:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ap to bht hi masoom ho faris bhai is main to koi shak ki baat hi nhi hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Naye?
yeh tho achee baath hain phir
Lekin Sannan mera dost hain aur wo bee phir Masoom hee hosaktha hain… shararaat tho us mein zaroor hain lekin wo be bechara masoom hee hain
me aur Sannan