Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sorry naheen kahtay maaf kigiye ga kahtay hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sorry naheen kahtay maaf kigiye ga kahtay hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
maaf kijiye USTAAD............................................G
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
shabash yah hoi na baat ![]()
aap ziyada kasal mandi ka muzahira mat kia karain aur rozaana jamat mein aaya karain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aap ziyada kasal mandi ka muzahira mat kia karain…![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jo baat samjh mein naheen aati pooch lia karo RabZZz ... kounsa lafz samjh naheen aaya ?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aap ziyada kasal mandi ka muzahira mat kia karain..........yeh kya likha hai tumne
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Kasal mandi ka matlub hay susti (laziness) OK
Muzahira ka matlub dikhana (show)
aasan urdu aap ziyada susti mat dikhaya karain aur jama’at (class) mein rozaana aaya karain … clear :aq:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan g
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
meinnn
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
achi bachi ho ... baaqi sab gande bache gair hazir hain :@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
maaf karna RabZZZ mujhay neend aa gai thi ![]()
office meni kabhi neend naheen aai leekan idhar achanuk neend nay zoor dala aur main lurahk gia ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ub tou uth gaye ho na
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aaj kya parha rahe hain sannan sir???
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
haan Rabzzz g uth he gia ![]()
VG sir naheen urdu mein janab ya sahib boltay hain sir ko ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
abhi b neend mein hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
naheen aahista aahista hosh-o-hawas key dunya mein wapus aa raha hoon ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
juldi se hosh mein aou aur sikhaoo
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jab tak aap ko hosh ayega tab tak bahut dair ho chuki hogi janab
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
lugta hai pir se soo gya hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
idahr computer ka masla ho raha hay … mein sarri raaat iss ko theek karnay mein laga raha hay aur tum loog ![]()