~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aaaaa.....sannan

Uncle bachoon ko goud mein bitha kar parhatay hain :wink:
keon Pako :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

gunda uncle hehehe

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:@: aab tum PK ko he daikh lo kitni achi urdu bolti hay .. sub meri karm farmai hay :wink:
leekan yah sirf unn kay liye hay jinn ka mein uncle hoon :hmmm:
so what u want Rabz :5:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhe bhi sikhao........my urdu is very bad

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

meri urdu buhat Kharab hay:femme: hamaisha urdu bolni hay idhar

oyeeeeeeeeeee…sannan munnun…ziyada smart mutt bunno aur mujhe sikhao

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

phir angraizi :aj: smart naheen chalak bolo …aab sikha to raha hoon aap ko :lb:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kya sikhaya hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujhe kub sikhai sannan uncle ne
main ne to imran series parh parh k seekhi hai

smart key urdu aur bad key urdu batai hay

mein aur tumhara uncle , sharm karo apni aur meri umar daikho Aunty PK :LB:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kyaaaaa

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tum mere khala k woh ho to uncle howe mere

haan tum ne theek kaha tum meri dada abu ki umar k ho

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:rotfl:

Baray Zalim ho tum loog apni phool si Khala aik budhay ko day di :omg:
BTW what is ur age :rotfl:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

budhe ne phasa li ub hum kiya ker sakte hain

100 dafa bta chuki hoon 17 saal ki hoon

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Tou tum bhi koi budha dhoond rahi ho kia :e6:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

nhi mujhe to mere :jano: mil gaye:yahoo:

:smack2: iss umar mein to hum nay kabhi aisi batain sochi he naheen theen
:ast: kia zamana aa gia :fraudia:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha jee

ub kiya karain umar ka hi asar hai