~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:no: iss umar mein to aisi batain he naheen karni chahiyeen agar tumhari hay to but i’ve doubt :hmmm:

urdu bolo

nhi kerti uncle aj k baad

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Baita tum ittnay saal kay hoo gay to aisi batain kar gay na ;)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kiya mutlub ap ka uncle

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:farudia: jhoot kum bolla karo … 17 saal key tou tumhari darhi moochain hoon gi :omg:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

meri dhari moonchain nhi hain uncle

main waqai main 17 saal ki hoon

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hahahahahahahahh :omg: …oh my God … PK :rotfl: :rotfl: … 17 saal koi harkat tum mein hay naheen :omg: iss say bara lateefa mein nay kabhi naheen sunna Aunty :hehe:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

abhi sun liya na

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aab hum chaltay hain , kaha sunna maaf karna
fee Aman Allah
Zindagi rahi to phir millain gaiy
:wave:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Allah Hafiz

take care

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:wsalam: kaisi chal rhi hai urdu :slight_smile:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Urdu chalta rehaygah humaree araam ke waqt se baad bee.

lekin aab muje kaam par wapis janah hain. :bummer:

Fakeer ka yahan bohath kum waqt tha agar galtee howee tho maaf karna shayad phir mulakat ho gee.

Allah hafiz

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ahaan maafi muskil :) Allah Hafiz :p

saddi te chutti hai ;)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

urdu ka master kahan hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

main assisstaaaant hon :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

tou tum kya sikhao ge

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kya sekhna hai woh btao :snooty:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

urdu aur kya......duhhhh

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

heyyyyyyyyyyyy rabzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz kaha thi tum lozzzzzzzz

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Urdu sb se meeti, naram or ba-ikhlaq or achi zuban hy :)