~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

inshallah aap ko bahut khushiyan milein gi ... hum sab ki duayein ap k sath hai faris bhai :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Allah hafiz PK bhena :waves:

Bohath merbanee VG aap kee duwain se hum ko zaroor umeed haye.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

is mein meherbani ki koi baat nahi hai bhaijan

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Acha Bhena.

Chalyeh aab yahan se duty meree puree hogay hain aab thoree der baad ghar jaoongah.

Allah apko hamesha hush raken

Allah hafiz.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

ALLAH HAFIZ

apna khayal rakhiye ga

shabash Faris bhai aap nay mairi ghair moujoudgi mein aacha sikhaya hay … waisay iss ko hum urdu mein Chitheon key Taa’dda bhi kah saktay hain

:naraz: jum tum mein hoon kia matlub ? mairay baat urdu to kissi nah kissi nay sikhani he hay :asa:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Asalam - o - Alakium

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:K337: bohat busy thee.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

itna bzy kha thi .. motii aunty shadi to nhi kr li kehi ... akele akele ??

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:wsalam
Urdu bolo … busy naheen masroof :aj:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannan tum gussa q ker rahe ho

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

idahr Angraizi ka lafz ista'maal ho raha tha iss liye :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha jee

per abhi kyu gussa ho rahe ho

raat gayi baat gayi

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

array woh to waqti toor par tha :fatee:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

acha jeeeeee

to kiya ho raha hai uncle aj kal

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

batao aaj koun **tafta **bana/bani howa/howi hay :5:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

urdu seekh rahi hoon uncle se

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

koun uncle......mujhe bhi sikhaoo

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sannan uncle

meri khala k majaz e khuda

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sb auntian uncle ko dhoond rahi hain :cb: