Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Tussee ka matlub Pujabee mein dusreh ka khitab hain ![]()
Pela banda:Q
Tusee aaj kal kithey rehtay ho?
Dusra banda:A
Ajee thanoo pata naye mein Yusuf banglay ka mohaledar hoon
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Tussee ka matlub Pujabee mein dusreh ka khitab hain ![]()
Pela banda:Q
Tusee aaj kal kithey rehtay ho?
Dusra banda:A
Ajee thanoo pata naye mein Yusuf banglay ka mohaledar hoon
haha smash boy inko punjabi seekhao
pehlay urdu ko seeklo sahin say; fir punjabi tackle maray gain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Post Count ko Urdu mein
Patar kee tadaat.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
shukriya
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Acha samaj mein aa gya; Tuusee = Aap ya tum
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
koy massla naheen.
tho yeh howee na baath ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
virgo girl m sikhao punjabi hehhehehe dekh lena?
Acha samaj mein aa gya; Tuusee = Aap ya tum
jee bilkul thik samjhe ap
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
vg punjabi bad may sikhna phly urdu sikh lo
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
koi hai jise urdu ati hai yahan per
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Haan kyun naheen hum bee hain aur mera Bhai Mir Sannan bee hain.
Jub thuk wo hain yeh thread kayaam hain. ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
filhaal to mujhe aisa koi b nazar nahi aya yahan
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Tho mein kya hoon?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Walaaykum Saalaam.
(Bhena Urdu bolo)
Haal tho humara acha hain. Kaam ko sirf thoree see der bakee hain ik doh tashreeyeh tayar kartha hoon aur phir aaj kilye bus itna kafee hoga.
Phir gaar ja kar Begum ke saath roti kaoongah. ![]()
Becharee muje se baghair kathee peethey naheen… aur us se bagair muje bee kana ka koy dil naheen. ![]()
Achee khabar tho yeh hain ke merey Amee aur Aba jaan yahan Enlistaan mien aneh wallay hain merey Valeema ke kushee ke mowkeh par ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
miyan biwi main iasa hi pyaar hona chahiye
yeh to bht achi khabar hai faris bhai kub a rahe hain woh
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Insha Allah Aglay mahaney ayngeh.
Tho phir uske baad mein intazaam karoongah kushee mananay ka.
Aap apnee sunaiy kaisee ho bhena? Ghar bhar sub hush hain na?
Aur tumharee paraye kaise chal raheen hain... Insha Allah sub imtihaan mein paas hojaowgee.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
faris bhai hum ko b shamil kijiye ga apni khushiyon mein :)
Insha Allah Aglay mahaney ayngeh.
Tho phir uske baad mein intazaam karoongah kushee mananay ka.
Aap apnee sunaiy kaisee ho bhena? Ghar bhar sub hush hain na?
Aur tumharee paraye kaise chal raheen hain... Insha Allah sub imtihaan mein paas hojaowgee.
faris bhai main theek hoon ghar wale bhi theek hain
ameen
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
[QUOTE]
faris bhai hum ko b shamil kijiye ga apni khushiyon mein :)
[/QUOTE]
Zaroor waqt se pehlay is baar mein yahan post karoongah agar Allah ke marzee howee tho meree khushee sab ke hushee hogee.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
abhi main ja rahi hoon
Allah hamare faris bhai ko hamesha khush rakhe Ameen
Allah aafiz
supurd e mola ba khuda e pamal