~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

huuuh Waddi angraiz to daikho :barbie:

:hug: Ameen Sum Ameen :bb: Faris Bhai yah sirf aap jaisay Qadarn DanooN key Hosla Afzai ka natija hay kah hum jaisay Adna haqeer pur taqseer banday nay yah dhaga banaya

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Sum Ameen

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

yah laiN janaba :rose:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mere liay :aliyish: shukria janab sanan bhai mohtarm

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:waves: Waah jee class aur barree ho gaye aab kyaan mowzoo hain aaj ka? :lb:

:smilestar: hum nay aik karoor pachas lakah chay hazar chay so paanch dafa kaha hay kah Cafe mein Bhai sirf Faris hay aur hum kissi kay bhai naheen haiN :aj:
Aur yah :rose: Mountains kay liye hay :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

^ Waah itna gussa :eek:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

u know cowboy mood very well Faris :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:rotfl: Oh yeah how can one forget a cowboy who’s moody.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Idhar angraizi bolna mana hay :aj: tum nay hum ko bhi nahen roka :aj:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Gustakee maaf ho ustaad jee :lb:

Lekin shagird agar ustaad ko mana karna shuroo kardeh tho wo ustaad kis ka :@:

:rotfl:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mein zara vakhri tarah ka ustad-e-muhtaram hoon aur jaan bojh kar ghaltiaN karta hooN kah mairay shagird mujhay pakartay hain kah naheen :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Waah jeeo ustaad jeeo!

Yeah khoob apne ik tareekah ehtajaz keeya hain humaree taleem ka…:k:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aab daikh lo kabhi gharoor naheen kia hay hum nay apni qabliat par :hehe:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

me ko bhi koe sikhaye:crying:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kia :konfused:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kisi ne urdu nai sikhaye:crying:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Sikhaoon ga bhi naheen :barbie:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

fine kuch na sikhaiye:naraz:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aap ka milaya hua matlooba number durust nahi, baraye meharbani baad mein raabta(?) karein..