aap ka milaya hua matlooba number durust nahi, baraye meharbani baad mein raabta(?) karein..
660 posts ka difference instead of 661 is back to 660 =D
aap ka milaya hua matlooba number durust nahi, baraye meharbani baad mein raabta(?) karein..
660 posts ka difference instead of 661 is back to 660 =D
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sirf urdu baraye meharbani. aap haar gaye.
Baraiy Meharbani hum ko paigham chornay key ijaazat murhamat farmai jai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
baraaiye meherbani koe mujhey urdu sikhaaye:crying:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hum nabalighoon ko naheen sikhatay haiN ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
assalam o alaikum
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Baligh ka matlub Adults and Na ka matlub NO ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
like i didnt know tht sannan:omg:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
challo mein nay tum ko aik urdu ka lafz sikha dia hay aab fee nikalo ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
:salam2: ehal e GS shadeet garmee ka alam hay to tammam larkay apnay sarro(head) ko dhanp k niklayn kun k bhusaaa jaldi aag pakarta hay…![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Hamara dimagh to Khali hay ![]()
![]()
Aap apni fikar karaiN yah nay ho sara make up pighal jai aur aap FaroonooN key zamanay key darowni mummy lagaiN
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yeh farooonaan koun hai sannan uncel
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
oh i love urdu but my urdu is not good enough to impress someone
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
aap ko lahore main reh kar urdu nahi aahti yeh toh bohaat hi bhuri bhaat hai maha aap ko sikhni cahiye
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
no i can speak urdu very well but not at that level which we should speak like in this thread ..
irshad.
mummy ni mummy ki baby :paci:
aapne kuch nai sikhaya:naraz: i already knew wht tht meant:barbie:
to ap kia punjabi may bat kartee hyn ??? koi bat ni yahan pay sekh loo maha is 1 of my collage frnd…![]()