Bisti ![]()
walikum salam faris bhai
ok mein check krta hon :@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yahan siraf urdu boli jaye gi
bhool rahe hain sub ye
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
me ko koe nai sikhaya kisi ne:(
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kiya seekhna hai ap ne choti shehzadi
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
urdu:(
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ap ko nahi ati hai
hamain yeh jaan ker bohat tajub howa
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
i know
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
phir angrezii na choti na
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kya
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mera mutlb hai k angrezi na bolo
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Acha g naheen boltay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mai waise bhi iss thread me urdu bool rahi hoon:emmy:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Thread naheen dhaga ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Adab ![]()
app sub ki khariat naik matloob chahti hoon ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
adab kya hal hai mountains
buhat ghalat urdu
yah shuru say ghalt parhaya jata hay
naik matloob **chahti **hoon yah ghalat hay keonkha matloob ka matlub bhi chana hota hay to saheeh fiqra youn hay
Aap key khariat naik Matloob hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ji ji wohi ![]()
ap ki khatoon -e- khana kessi haan ?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
I am fine D1. any thing new?
plz is ka urdu main may tarjuma kar lain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Salaamz ![]()
Lagtaah hain din ba din Angriazay bolteh bolteh apnee zubaan be bhule rahan hoon… ![]()
Allah ka shukkar hain ke yeah thread bee hain jis mien muje jaisay
logon ko bee bohath faida hain a kar apnee zuban seekna ka mowqa hain.
Is thread bananeh walleh ko Allah aur kamyabee dein aur hummaree urdu ko bee pakeeh mukambil tarekay se bolne kee taufeeq Allah dein
Ameen.