meri ya maira :aq: … aab khid daikh lo uss nay apnay saanp walli pic lagai hoi hay
Momo Billi walli sarkar
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
konsay topic par baat ho rahi hai yahan?
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kya humain baat karne ke liye kabhi topic ki zarurat pari hai ? ![]()
tusi bhi na…
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Array sub Nama'qool loog kahan haiN :ASA:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
fursat nhi milti in nama'qool logon ko aj kal
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Ba khuda aap humaiN baray achay zooq key khatoon dikhai deeti haiN
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Jub hum hain tho kyaa gum hain.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yeh to bus ki meherbani hai
jo ap ne hamain is qabil samjha
bilkull faris bhai ap yahan hain to gum nhi hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Faris aik Geet kay bool yaaad aa gai
Akailay hain to kia ghum hay ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ap apne qeemti ansoo kyun baha rahe ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
iss geet nay hum ko aanso bahanay par majboor kar dia
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Haan hum ho aur asoon… ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
asoon naheen AansooN
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Aaaw ![]()
Aaansstichoo sneezes
i’ll try again
Aaanscheew bites tongue
Ameeee ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yaar kya aap logo ki ghalti nikalne ke ilawa kuch nahi karte sannan
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kya ho rha hai idhar :ASA:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Ammeee! ![]()
Hum galat naheen masoom hain ![]()
ok try again ![]()
karta hooN na Bisti ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Salaamz Waleed bhai ![]()
![]()
ja kar zara song walee thread dekna ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
WALEEDH kya hal hai aap ke