~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mujh par Urdu ki Bhootni sawar hai...

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

thek he phir bolo.......

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

koi farmayish ?? :aliyish:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

na ji koi farmayesh nhi he

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

to phir fazool mn kyon bolun :snooty:

log pagal samjhen ge! :nahi:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

haaa haye...ap ne ankhon pe patti q bandhi he....

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

esy guppain martay hoay sharam aati thi…

iss liye aankhen bund kar ke marta hoon :faizy:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

kya bat he apki......

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:hmmm:

baat kafi agay tk ja chuki hai ab to :omg:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

baat agley station pe ruke to ap utar ke pani pi lijye ga :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

^hahahaha

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bohat talash k baad ya dhaga mujay milla haa???
kiya howa apni qomi zaban main kisi ko khatir khoa dilchasbi nahi haa :eek:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

:salam: mountains Kya hal hai

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

AOA
kia haal hai subke?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

theek thak aap sunaye

Khawaja ka Gawah Dadoo :rotfl:

Bilkul tumhari mochooN key tarah Khatarnaak :wink:

Dard aap kaisi haiN ????

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Khwaja ka naam ehsay mat lo!

Waissay aur kisee pindoo ka naam lesakthey ho :phajja:

Chalo phir Arshad Bhai peengooN wallay ka naam lay daita hooN :wink: ,…
:eek: waisay yah JAved bhai kia Nagan hay jo har roop badal sakti hay :hmmm:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mere dost ko aysay to na kahyn sanan beeree walay :chai: