Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ji main bhi chai pi raha hun
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ji main bhi chai pi raha hun
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
IS say darti hein is liay un ka naam nahi lia kia ?
mai tu by-default flooder ho na :@:
aap ka naam lay kar ban hona hay kia
ab mere pass wo power nai hain :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
shayad IS bhai bhi Humsafar gang se taaluq rakhtein hain:D
shayad nai yaqeenan :D
dabo dabo kar khana :)
mai hameesha dabo dabo kar e khata hon :-)
ji main bhi chai pi raha hun
mai ne tu khatam b lar li :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lolz IS bhai iss kye nhi lya k aj ap ne kafi dino bad lunch kya :):):)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ninja bhai u seem 2 be from humsafar gang :)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
n wasay aj mujhe STA nhi nazar a rahay kahn gai han................
chalo mei bhi ab chai pee liti hun :):):)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
shayad nai yaqeenan :D
mai hameesha dabo dabo kar e khata hon :-)
mai ne tu khatam b lar li :@:
nice 2 hear tht humsafr is equally popular in men also
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Chicken Biryani
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ninja bhai u seem 2 be from humsafar gang :)
aap ka taluq Mumbai k underworld say hay ya Altaf Bhai ki MQM say ?
har koi yaha par aap ka Bhai hay.
aap to Razia, mairay matlab hay Shazia Arif ko b peechay chor gai :D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lolz IS bhai iss kye nhi lya k aj ap ne kafi dino bad lunch kya :):):)
hahah
kafi nai 3 dino baad :D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lolz IS bhai iss kye nhi lya k aj ap ne kafi dino bad lunch kya :):):)
ji zaroor hota magar mein india me hoona :)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
n wasay aj mujhe STA nhi nazar a rahay kahn gai han................
chalo mei bhi ab chai pee liti hun :):):)
woh abhi tak so rahay ho gay.
Chicken Biryani
aap nay usay kha lia to phir cafe mein posts kon kar raha hay ?
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mai dramay nai daikhta ![]()
yummy
mai b do ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ji zaroor hota magar mein india me hoona :)
galat post ko ap ne quote kar diya :@:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ap logon ko respect de rahi hun thts y saying bhai............
but kisi ne such kaha hai izzat hr kisi ko raas nhi ati
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ji main kafi sharminda hun:sid:
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ap logon ko respect de rahi hun thts y saying bhai............ but kisi ne such kaha hai izzat hr kisi ko raas nhi ati
ji Izzat ke baare me unhe pata nahi hai:D
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mai ne kab is izzat se inkaar kiya ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
IS notttt giving anyoneeee ![]()
Kayz …mere tummy se post kr rahi hain ![]()
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
ye achi baat nai hay
u ko hazam nai honi ![]()