Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ham yai kahien ge k ye orange hain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

orange samj k ....:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

thik hain magar mehmaan ke saath apko bhi khana hoga na:D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji waise to maine kabhi orange khaye hi nahi.........

bus amir logo ko khate dekha hain.......

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

main kio bai ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

acha ?, pakistan mein to gareeb b khatay hein :P

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kaya aap Sannan ki multi ho :hoonh:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap is laiye k aap ORANGE supply karte hain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yeh to bahot achi baat hai bhai:D

zardari garibonko orange khane de raha hai:d

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji nahi bus unka dialogue achha laga:)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Pakistan mein siraf eik Zardari nahi, jis jis ko moqa milta hay woh Zardari bana baitha hay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kisi aur ne lunch kya tu bta de varna ninja or kays awein flooding krtay rahay gay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

zordari ka pori terha bas chalta tu wo ghareeb awaam ko sans laine ki ijazat na daita :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

un k tu bohat se dialogue hain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

sukar hay mera naam nai liya :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

IS say darti hein is liay un ka naam nahi lia kia ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap ka naam lay kar ban hona hay kia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

shayad IS bhai bhi Humsafar gang se taaluq rakhtein hain:D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ab main chai k sath biscuit kha lon :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

dabo dabo kar khana :)