Pathan and Donkey Sing and Dance

LOL nice video :P
ok i am translating this song..

**
Phir raha hon us kay pechay pagalon ke tara Sehraon main
Nahi hai us ke tara khubsurat koi dosra is dunya main

maar deya uff Allah mehboba ke kali aankhon nay

paaon main beriyan hain aur pyar ke hatkariyan hain
muje pakar rakha hai pyar kay Zandaan main

Nahi hai koi is tara ka khubsurat is dunya main
maar deya uff Allah mehbooba ke kali aankon nay

pyar main dard hai bohoot nuqsaan hai
Nahi hai koi munafaa aur bilkol nuqsaan hai

Nahi hai is tara ka koi khubsurat dosra is dunya main
maar deya uff Allah mehboba ke kali aankhon nay

Phir raha hon us kay pechay pagalon ke tara Sehraon main
Nahi hai us ke tara khubsurat koi dosra is dunya main

pyar mera suroor hai is lieya rang kalla hai
ab to is ishq ke jail main hamesha ke lieya qaid hon

Nahi hai koi is tara ka khubsurat is dunya main
maar deya uff Allah mehbooba ke kali aankon nay
**