Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Koe baat nahi :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ab tu bilkul b hazam nai honi aap ko biryani :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Waise he im sick :teary2: aap loog aur beemar kr dain :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh ho kya hua LP?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bimari mai tu biryani bilkul b nai khani chiye :@:

PS: bande ko bimari ki halat main time pe sona chiey :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Feeling sick do teen din se…aaj more

:frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oho
take rest na wid proper sleep :-)
do take care of yourslef
get well soon :-)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hattori-san nay lunch mein maira aor IS ka sir khaya :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mera sar tu bilkul khali hay :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mein ne apke sar ko karae pe lena hai:crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

andar say kuch chura na le jiay ga bus

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji haan aur ab meri tabiat bigar gayi hai....doctor ne food poisoning ki baat ki hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

wuh khali hai :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

IS nay murawwat mein kaha warna aisi koi baat nahi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kitne ganday ho ap log kya kya khatay ho eewwwwwwwwwwwwwww

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kal aap ko b Sannan ka sir khila dain gay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nhi baut baut shukriya ap ko he mubarik ho

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

chalain phir PK ka khila daitay hein, andar siraf hawa bhari hay us mein is liay koi nuqsaan nahi ho ga

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mujhe kisi ka sir khanay ka koi shouf nhi hai :snooty:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mein nay lunch mein hawa khai