Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
wo samosa laya aur aap ne usse roti bhi nahin di

usne to RADKI ki thi mene nahi khai
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
to phir roti kis ke paas nahin thi? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
lakhon insano me se aik insan vo bhi hy jiska mujy pata hy
usy roti nahi milti DOUBLE ROTI MILTI HY
AP K JIJU KETY HYN
DOUBLE ROTI kion bolti hoti ho ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
lol at double roti.. paindoo log ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
vo bhi yi hi kehta hy ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
per wo khud munh teRha kar ke double roti ko kiya kehta hai?
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Muqawwee Bhaiya aap yahan… Haye ALLAH koi tail lagaon Bhaiya ke paun ko wo cafe me aaye :shoaby:
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
main aat jata rehta hoon, chand khas logon ke peeche ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Oye Hoyeeeeee… wo kon kon khushnaseeb hein ji ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
korma ,dhai bare,aloo meethi with roti lekin apney hathun se ![]()
and polaao with ek boti ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Chicken karahi ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
is icon ki sirf zabaan move hurahi hai ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ye konsa icon hai ?? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aray main is icon ki baat ker ahi hun:p
app phir jaldi ghuss gaye ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
hahahahahahaahahahahahahahahha ![]()
aap kitni slow hein ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aray main tab se online thi uss time tu late huraha tha ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
to main bhi to laptop se online hooon… and I hate laptops ![]()
PC se aaun to saray GS ko hilne na doon ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
or abhi main bhi tab se again …bohut prob huti hai innaa slow:bummer:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aur main abhi barish me se and net dc ho raha hai coz wires open hein lineman cover nai kerke gaya ![]()