Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
me aj kal diting pr hun ![]()
mera matlab koshish ker rhi hun
![]()

^jia sista dinner main ek do samosey wo bhi deiting main:k:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
socha to yi hi k 6/7 ka baad kuch na khaoun
6/7 bhi corn flax ya wetabix
per roz hi kahen programme ban jata hy ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
acha tu chum chum bhi hai hmmmm:biggthumb:
Abhi dinner ka time nahi hovaaa ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Not dinner time yet :shoaby:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
abhi hai tu sahi kal ka bata dun phir ajj ka batati hun kah tu lun pheley:smack:
kal arvi murghi salan with roti and rice with achaar mar key ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Potato Chips ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Ye dinner hai ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
hanji mene 2 trays khai hein chips ki :shoaby:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
jis main cheezeein rahktey hain wo kah leen app ney ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
![]()
u r too much ![]()
![]()
2 trays matlab 2 tray bhar ke khai hein chips ki ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
lekin khana kyun nahi kahay ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kyunke mene chips jo khaa liye ![]()
ye khane se bhi ziada hai ![]()
kabhi nahi khaaye aapne ?? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kahye hain mager kahney main itney kabhi nahi kahye ..moti hujaun gi phir hilna pare ga ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ajj dinner main palak sheljam with roti or rice wigh daal thora sa achaar maar ker khaye they ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
roti khany lagi thi k kisi ka khiyal aaga ![]()
k us k pas roti nahi hti
phir samosa kha lia
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
bechare masoom shohar ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kion samosa mere liay hito laya tha ![]()