Saray hey thread open kar rahay thay tou mein nay bhi open kar lia ![]()
aaj mein nay dinner mein kuddo ka halwa aur Kaikray kay paye khanay hain ![]()

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Khanay ke sath gandi baatein nhe krtay ![]()
Kaikra is haram u know na ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mein ney jo dinner mein khana tha wuh b nashtay mein kha liya ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Itnay zyada kaisay khao gay??
Aisa kero chewnti k kha lo ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kaash ye pehli class attend kar letey aap ki tarha ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
yah kaikra haram
kahan par likha hay ![]()
yaani 5 paratahy aur 4 omelate kay sath sath dinner bhi ![]()
chewnti naheen lice
ka soup banta hay ![]()
Aik parhay likhay nay apni degree ka sahara lay kar
hum un parhoon ka urraya hay mazaq
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mein to aj tk School he nhe gaya ![]()
Haan to aur kiya haram haina ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
school tou mein naheen kabhi gia aur tum bhi naheen gaiay :shoaby:
Acha g Movli Munaqa ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mein akhroat waley biscuits kha rahi hoon ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
abi dinner ka waqt e nai howa yaha per :@:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Haan na yeh school hota kiya hai waisay
![]()
Theek a Malanga ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
yaqeen karo buhat bhook lagi hay
baghair torray me ko send kar do ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kal jo main ne aap ki draz mein jo bisc chhupaey the woh kha lain ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
idhar to ho gia hay ![]()
Sachin Tendulakar ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Waisay
aur
se kuch yaad aya apko
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
shush.........3 men batay kar rahy hyn
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
varri tay aan deo ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Allah kary tum sub hazam kar sako
her waqat bhook ki batain bhooki makhlook
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
chicken burger .. ![]()