~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hain kya…tu bhaiy kyun nahi keen :smack:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

wo aaya nahi call ki thi.. per kal parson aajayega coz sath wale ghar ki double storey complete horahi thi naa :@:

and kisi ne aapko intikhab me congrats kaha hai jaa ker dekh lein :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

han main ney dehk liya hai main check keeti rehti hun :blush:

chum chum bhi de ayi:p

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

keeti ?? :smilestar:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aray ye sab tab ki wajha se huraha hai kuch press hurahey hain kuch nahi oper se itna ruk raha hai :grumpy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kerti rehti hun:p

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:hmmm:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

app kya hua hai kya hmmmmmmm sach hai ye:bummer:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ok koi baat nahi :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Ajj sandwiches,mash ki daal ki dahi bare,or samosey

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Spaghetti Bolognese

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abhi lunch ker ke arahi hun :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ajj dinner main paye ka salan,turayi,with roti and matter rice :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

chicken shashlik.. but with naan :rotfl: :omg:

I cant eat boiled rice :bummer:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

lo chicken shashilik tu rice ke sath hi achi lagti hai :wub:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

but mujhse boiled rice nahi khaye jaateeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :shoaby:

HO BALLE BALLE BALLEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEEE :yahoo:

:sadiyah:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Ajj main ney hmmm mutter rice,arvi salan,shami kabbab kahya or han chips bhi :stuck_out_tongue: