~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Aloot Maithi with Desi Ghee se choupri hui roti :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

khaliya aloo methi bhaiya ne…

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

khaa kya liya ab to hazam bhi hogaya :omg: :rotfl:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

App keh rahey they app non veg hain tu isliye

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ Didi mein Maithi khaa leta hoon wo bhi Dad ke haath se :omg:

:chilly: :blush:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Sho cute :wub:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ thank you Didi :phati:

sath MASHALLAH bhi kaha karein na :cb:

:chilly:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

akser main likhana bhool jati hun lekin kehti zaroor hun :mash2:

ajj main ne diner main mazey dar kari with rice khaeyin hain yummy :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kari my most favo…
aj dinner ka mood nai tha bas chips khaye

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

potato chips

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

yahan sab kya potato chips pe pal rahey hain :stuck_out_tongue:

sab alo ban jayein gey alo kah kah ke:snooty:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:fatee: me aalu k parathon pe PALLLLLLLrahi hun

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hahahahahah koi haal nahi hai:silly:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Emmm it was Kachnaar and Roti :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

alo ghost with roti and rice with rayita :khumar:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

beef qorma

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Mere papa merey liye bohut kuch le ker aye they hum sab ne …rozz bukhari,chicekn beef kabbab,kahye yummy.

or pizza cake kahya:wub:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

salad :naak:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

rat ko bataun gi :fatee:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abhi to proper breakfast bhi nahi kiya