~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nothing yet :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

karele gosht with roti

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Chicken Ginger :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Biryan abhi dehkti hun or kya kahna hai :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

chicken ginger :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

or salan hai with raita and roti:p

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ nice :hehe:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Bismilallah…Ajj dinner main italian pasta,donuts,nehari,aloo methi,karahi murghi,mutter rice and roti woth seven up…Allah shuker

meri mom ne banya itna kuch lub you :wub:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Not dinner time yet

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Chicken Korma :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

isto and koftey with roti,rice daal shami kabbab:yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ pic bhi share ker detein :hehe:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

wo tu kah liya :cb:

abhi sirf adha kofta para hai salan main us ki pic :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kab ke bhookay thay saray ke aik dam se sab khaa pee gaye :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ye main ney kafi late post kiya hai…app ne dair ker di pic mangney main :stuck_out_tongue:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

rice :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Kya tha rice main boiled rice tu nahi hungey naaa:p

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aj te chawl ee chalan daye neeeeeeeeeeeee :hoonh:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

began ka berhta with roti abhi adha baad main khaun gi :stuck_out_tongue:

Chicken Ginger