Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aap dono ne meri rees ki hai
hahahahahahahahahahaha ![]()

French fries with peppsi
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
WOW Siso mene bhi yehi khaya
![]()
and guess what ![]()
mein again abhi yehi khane jaa rha hoon and its 5 am in the morning ![]()
fajar ke time chips ![]()
so milte hein aik break ke baad ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
main bhi jarahi hun achi baat hai pata nahi kese same same hu jata hai hahahaaha
but main wapis kal aun gi ok Allah hafiz yaheen pe
takecare
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
hehehehehehehehe
![]()
hum Behan Bhai jo hein is liye ![]()
acha Didi mene Facebook per aik video upload ki hai wo dekhna aap ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ok dehk lun gi…kaheen jag tubnahi poya naaa tea ka…![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
nahi nahi animation movie hai dekhna aap
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
fariha kion chali gae
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
wo so rahi hein jaa ker ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
us k to 3 baj gae hy na ?
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
hanji wahan is waqt 3 baj gaye hein ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kab uthy gi?
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ mujhe kya pata ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
![]()
bata k kion nahi gae fariha ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
bas wo apni timing set ker rahi hein aj kal ![]()
meri to ALHAMDULILLAH thik hogai hai… fajar time uth jata hoon and 11 12 baje so jata hoon :shoaby:
siwaye friday ke
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
meri bhi nahi ho rhi ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ ho jayegi aik do din mein pareshan naa hoon… wese aapne konsa lecture dene hote hein university mein… aap housewife hein so mauj masti karein tension kis cheez ki ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
han meri appni hi masrofiat hy ![]()
bohat busy hoti hun ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ wahhh wahhh… apne kya koi new types ki recipes ya ALOO WALE PARATHAY banane hote hein ??
![]()
koi haal nahi… life is short so live freely and happily baba ji ![]()
:shoaby:
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Alo qima with imli bhari shimla mirchein with rice ![]()