Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kabbab … ![]()

waisay jiia seriously speaking. mairi eik do friends ki Mrs. nay mujhay baray khanay khilai howay hein and a few of them i still miss badly. One couple was India and bhabhi was from Delhi, that taste i got no where else.
lagta hay tumharay HHH (is ki urdu Teeli palwaan banay gee) say b dosti karna paray gee ab ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mi ne band ker dia vo SISALA,
dil mi bara KOSTE hen sare BHABIAN:omg:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
apni kismat hi aisi hein. jab hamara waqt ata hay to sari “buy one get one free” schemes khatam ho chuki hoti hein.
just like i mentioned on another thread this morning “sada loka nu tang karan da waila aya tay CLI aijaad ho gai” ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
![]()

Mutton Biryaani with Red wine ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
makhian machar ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Night mein makhiyaan naheen hoti hain :cobra:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Shokay thread kholnay wala OP ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
naheen aaj to matana aur sanjeeda post kar raha hoon ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
da'al chunna !~
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
abhi dinner door hay
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Kal Finger Fish ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
chalo shukar hai dinner ho gya ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Daal chawal tou mujhay zahar lagta hain ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ab mera munh na khulwana
bohat maze k thay ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Subah uth kar check kia tha , woh sub kaam walli ko utha kay day diye gaiy hain
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kya de de gay???ap k love letters???han tu jis k thay,usay he dene thay na ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
tumharay tarkay wallay chawalooN key baat kar raha hoon ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
ab bar bar na kaho…mujhe mashoor hona pasand nai ![]()