~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kuch nahi

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

qeun,qeun

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

khanay k baad tumhari awaaz to aisi nahi ho gai ? :confused:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

yi kayn keyn na BATAKH WALI YI Y HY WHY:e6:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ha ha ha

mein waisay batah wali samjha tha :).

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

bus ksi ko taras hi nahi ata bhookay faqeero par :)

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:koe darbaar pas nahi
aaaaw mi missing daal rote DARBAR KI:hehe:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

darbaar to hay pass but waha siraf daal roti milti hay aur me ko biryani khani hay :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

baicharay tumharay Un ko b to aaj kal khana nahi milta ho ga na. un say kaho ksi darbaar say khud kha aya karain aor tumharay liay lay aya karain....

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

han CHURCH jana pare ga:omg:
toba toba
mare friends k hathon k khane ora raha hi aj kal:mehr:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

apnay un friends say mairi b salam dua karwa do na. tum khud to kuch dino mein theek ho jao gee aor tumharay un ka masla b hal ho jai ga but maira masla to hamaisha hamaisha k liay chalta rahna hay :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ap ne khod apne PAON PE KULHARE MARE HUE HI:wave:
hena:faizy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nahi allah ka shukar hay, aaj tak khud phir b kabhi nahi pakana para :smiley:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

acha to kia kerty ho

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

paka pakaya mil jata hay na. 5/6 saal ho gay kabhi cooking nahi ki khud say.

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:smack2: kaam chor es per shuker ker rahe the:aj:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

shukar kio karu ? biryani nahi milti na :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hy hy bare dhake kha k seekhi bhae,khane wale to 5 mnt mi GUL GUL ker k kha jate hen:@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

bhookay ki dua sab say ziada asar rakhti hay, tum yeah factor kio ignore kar rahi ho :)

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

agar khane se pehly nikly to ,mi ne yahan aak yehi kaam to kia

ghareb ki joro sub ki bhabi:sannan: