~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

khud say ya yeah b ksi nay khilaya ? :)

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

KHOSHI:balley:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aaj aap k woh kidhar hein ? nazar nahi aa rahay

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

lo onka ka phone agaya

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

maira salam daina aor batana k GS par un ki jagha aaj eik cartoon baitha hay.

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

TAMEZ SE ,TAMEZ se:aj: :aj: G JA G se ase baat nahi kerty:nessy: :bailan: :bailan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

lo g, bhalay ka to zamana hi nahi. kia mein nay kuch galat kaha ? :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

KUCH:emmy: :sannan: mi apne SARTAJ k khilaaf kuch nahi sun sakte:e6:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Sartaaj ki tauheen to tum nay khud ki, un ki jagla ksi aor ki photo laga kar :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

vo onki nahi SHATOPAD ,ONKI TASWER TO DIL MI HI:blush:

av per DOSTON ka bhi HAQ hi,:smilestar: apni nahi pehchaante:kursi:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

itna bara pehlwaan dil mein ? :slight_smile:

waisay maira khayal hay k Kantuta b tumhara dost hay. us ki pic apnay av par kab lagani hay ? :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mera dost :sannan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

koi nahi, dosti mein phir yeah :sannan:to ho hi jata hay kabhi kabhi :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

KIA MEE ITNE BURE DIN CHAL RAHE HEN:eek: :eek:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

jo jo acha nahi lagta apnay un ko kah kar us ki phainti lagwa do na (mein yeah idea day raha hu is liay mairi phainti nahi lagni chahiay) :D

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ha ha,mi khod hi kafi hun mereBLACK BELT zindah baad:faizy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Konsi black belt ? jis par phool aor Barbie bani hoti hay ? bad choice, larkio ko pink ziada suite karti hay :stuck_out_tongue:
mairay pass teen hein. Black, Red aor Brown aor meri 42 waist sab mein poori aa jati hay ?

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

roz di raha
chirka

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

khana kia tha. mein to bus kheer ka intizar hi karta rah gia :(

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kuch nahi khaya :(