Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
bhejaa khaayaa boss-on kaa ![]()

ham to samajh rahay thay k keera fry kar k khaya ho ga aaj ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
keera nahi khatii main ![]()
kheela deti hun ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
phir kis mazloom ko khila dia ? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kisi ko nahi jis pe gussa ata hai us pe chorr deti hun keera bhag jata hai phr :hinna:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
kal tak tumharay av mein keera tha, aaj 3 titlian hein. kia yeah khula tazad nahi hay ? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Kesa tazaad :o
teetli bachpan main keera he hoti hai
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
but phir eik say teen kaisay ho gay ? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
triplets the ā¦
![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
raat ko i ate chicken tikka wid lassi aor chai ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
raat ko kuch nahi khaya
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
night mein chicken ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Bitter Gourdā¦my favourite ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
I donāt like
except with qeema ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Shukar hai meray Multi kuch tou statement change ki ![]()
I dont like qeemaā¦I like Plain Bitter Gourds ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
now donāt say u eat Ojjri ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aaj main dinner bahir karoon giā¦![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
khair hay na ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
sultan di haleem rogni naan ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
woh tumhari he favorite dish hai ![]()