Re: Zindagii Jab waabal !
Anu bahi :) jaysa app khud he kahtay hain . Shairi tukk.bandi kaa naaam nahe hai . Mein be yeahee samjtah hoon kay Yea Misra'oon kay meelaap ka naam hai . yea shair is Ghazal ki family ka sab say alaag or muqtalif bacha hai ! Jo mun.farid be hai or rythm or Qafia mein dosroon say mila howa bii !
would you mind if I make it:
meree udasiyon mein bahar kay Rang
zindagii kyon baY Jamal hotee hai ?