Anu bahi jaysa app khud he kahtay hain . Shairi tukk.bandi kaa naaam nahe hai . Mein be yeahee samjtah hoon kay Yea Misra’oon kay meelaap ka naam hai . yea shair is Ghazal ki family ka sab say alaag or muqtalif bacha hai ! Jo mun.farid be hai or rythm or Qafia mein dosroon say mila howa bii !
Shukriya Hazraat . Wooh seeraat wala shair . Apnay app mein ek noha hai . Aj kaal log kuch zaida hee suuraat pasand ho chalay hain ! Ushi pay Tawaju or ushi ko banaya sanwaraa jata hai !
woh kehtay hain na kay,
chehray ki dewani dunya, man kay andar jhankay kia
jo ankh kisi main jhank sakay, waoh ankh kisi kay paas naheen.
Anu bahi :) jaysa app khud he kahtay hain . Shairi tukk.bandi kaa naaam nahe hai . Mein be yeahee samjtah hoon kay Yea Misra'oon kay meelaap ka naam hai . yea shair is Ghazal ki family ka sab say alaag or muqtalif bacha hai ! Jo mun.farid be hai or rythm or Qafia mein dosroon say mila howa bii !
would you mind if I make it:
meree udasiyon mein bahar kay Rang
zindagii kyon baY Jamal hotee hai ?